Aslam u aliakum..umeed ha sab loog khairiat sy hoon.....mujy windows xp servicepack 3 chahiye...aur sath mai is ko download krnay k baad cd mai write krnay aur bootable bananay ka tareeka b bata dein....... aur is ISO file kia hoti ha is ko use krnay ka kia tareeka hota ha
Bookmarks