Asalam-O-Alikum
ommed hai aap sab dek hon ga aj main aik tip share karana chahita hon.tip bohat hi simple si hai aur mostly log is tip ko use karna chahita hon ga. to pehla main ye batata hon ka ye kis problam par hai.window xp main users ka liya to bohat kuch easy kar diya gaya hai lakin sab ki pasand aik jassi nahi hoti is aik tip la kar aaya hon.jo may be aap ko help kara.aap jab bi apna cd drive main kohi cd load kar ta hain to automatically system cd ko run kar data hai.ye sab aik default feature window XP main.lakin ab aap apna nature of work ka motabiq is option ko disable aur enable kar sakta hain.bus aap ko window ka registry data main kuch changing kar ni hai.ab karna ye hai
start button par click kar ka run box main regedit type kar dain aur enter press kar dain
is location par jayain
HKEY_LOCAL_MACHINE\SYSTEM\CurrentControlSet\Servic es\Cdrom
ab kuch members ko location main problam bi ho sakti hai is liya pehla
HKEY_LOCAL_MACHINE
pher
is location par sath plus(+) sign par click kar ka system word par click karain pher isi tara currentcontrolset par click karain pher services par click karain pher Cdrom par click karain
yahan par aap automatically cd run kar na ki option ko disable aur enable kar sakta hain.
Autorun ki value ko 0(zero) kar dain agar aap option ko disable kar na chahita hain aur agar is option ko enable karna chahita hain to Autorm ki value ko 1 kar dain.bus itana sa kam hai.
is changing ka bad system ko restart kar dain option apply ho jaya gi.
Allah Hafiz
Bookmarks