Results 1 to 11 of 11

Thread: processor fan problem

  1. #1
    ALI NOOR's Avatar
    ALI NOOR is offline Senior Member+
    Last Online
    7th February 2024 @ 11:57 AM
    Join Date
    13 Apr 2006
    Location
    Lahore
    Posts
    463
    Threads
    142
    Credits
    1,327
    Thanked
    3

    Default processor fan problem

    Assalam-o-Alaikum
    kya haal hai sab behan bhaiyoon ka ummeed hai sub theek hoonge mujhe (YE MASLA MAINE PEHLE BHI LIKHA THA) pichle dinoon jab main koi game khelta tha to mere processor main se bohat aawaz aana shoro ho jaati thi or vibration se mehsoos hoti thi phir maine jo taar cd drive main lagai hoi thi wo maine cpu fan main laga di or fan wali cd drive main laga di phir maine game kheli to processor main se aawaz aana band ho gai kuch dinoon tak aawaz aana bilkol band ho gai lekin ab phir shoro ho gai hai mera system (p4 celeron R 2.66 GHZ)hai jab maine ye pc kharida tha tab bhi main gameen khelta tha tab to koi aawaz nahi aati thi lekin aab aane lag gai hai.
    please please please please mujhe koi is masle ka haal bata do

    jab processsor ka fan itni tezi se chalne lagta hai to mujhe to dar lagna shoro ho jata hai ke abhi mera pc gaya
    AAP KA BHAI
    ALI NOOR

  2. #2
    jaankaash's Avatar
    jaankaash is offline Senior Member+
    Last Online
    26th May 2022 @ 10:24 AM
    Join Date
    18 Nov 2005
    Location
    Karachi
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    2,139
    Threads
    117
    Credits
    1,384
    Thanked
    5

    Default

    Quote Muhammad Ali said:
    Assalam-o-Alaikum
    kya haal hai sab behan bhaiyoon ka ummeed hai sub theek hoonge mujhe (YE MASLA MAINE PEHLE BHI LIKHA THA) pichle dinoon jab main koi game khelta tha to mere processor main se bohat aawaz aana shoro ho jaati thi or vibration se mehsoos hoti thi phir maine jo taar cd drive main lagai hoi thi wo maine cpu fan main laga di or fan wali cd drive main laga di phir maine game kheli to processor main se aawaz aana band ho gai kuch dinoon tak aawaz aana bilkol band ho gai lekin ab phir shoro ho gai hai mera system (p4 celeron R 2.66 GHZ)hai jab maine ye pc kharida tha tab bhi main gameen khelta tha tab to koi aawaz nahi aati thi lekin aab aane lag gai hai.
    please please please please mujhe koi is masle ka haal bata do

    jab processsor ka fan itni tezi se chalne lagta hai to mujhe to dar lagna shoro ho jata hai ke abhi mera pc gaya
    AAP KA BHAI
    ALI NOOR
    Sallam Brother
    brother Fan ka speed mein chalna koi masla nahi hai....ager fan na chale tu problem ho sakta hai....khuda na kare k app k PC ko kuch ho....brother movies and simple use kartay howay FAN fast chalta hai k nahi?????????
    baqi ager app dil ki tasali karna chatay hain tu kisi be achi Computer shop say INTEL ka orignal FAN lagwa loo ....

  3. #3
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    yahan par main nay reply kia tha magar kisi nay delete kar di meri post

  4. #4
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    chalo aik baar phir sahi, umeed hay koi delete naheen karay ga.

    Game khelnay ya video play karnay ya koi bhi graphical work say CPU fan ka koi taluq naheen hai. CPU fan hamesha constant speed say chalta rahta hai.

    haan aik wajah yeh hosakti hai kai agar aap games CD-ROM say kheltay hain to CD-ROM saheen mount na honay i wajah say sound karti hai jis say aisa lagta hai kay koi fan bohot tezi say chalna shuru hogia hai

  5. #5
    ALI NOOR's Avatar
    ALI NOOR is offline Senior Member+
    Last Online
    7th February 2024 @ 11:57 AM
    Join Date
    13 Apr 2006
    Location
    Lahore
    Posts
    463
    Threads
    142
    Credits
    1,327
    Thanked
    3

    Default

    Quote jaankaash said:
    Sallam Brother
    brother Fan ka speed mein chalna koi masla nahi hai....ager fan na chale tu problem ho sakta hai....khuda na kare k app k PC ko kuch ho....brother movies and simple use kartay howay FAN fast chalta hai k nahi?????????
    baqi ager app dil ki tasali karna chatay hain tu kisi be achi Computer shop say INTEL ka orignal FAN lagwa loo ....
    BHAI JAAN MERA PROCESSOR OR FAN DONO HI INTEL KE HAIN KYA MERA FAN ASLI NAHI HAI JO US MAIN SE AAWAZ AATI HAI OR HAAN NORMALY USE MAIN FAN ITNI TEZI SE NAHI CHALTA
    AAP KA BHAI
    ALI NOOR

  6. #6
    ALI NOOR's Avatar
    ALI NOOR is offline Senior Member+
    Last Online
    7th February 2024 @ 11:57 AM
    Join Date
    13 Apr 2006
    Location
    Lahore
    Posts
    463
    Threads
    142
    Credits
    1,327
    Thanked
    3

    Default

    Quote sheeda_pastol said:
    chalo aik baar phir sahi, umeed hay koi delete naheen karay ga.

    Game khelnay ya video play karnay ya koi bhi graphical work say CPU fan ka koi taluq naheen hai. CPU fan hamesha constant speed say chalta rahta hai.

    haan aik wajah yeh hosakti hai kai agar aap games CD-ROM say kheltay hain to CD-ROM saheen mount na honay i wajah say sound karti hai jis say aisa lagta hai kay koi fan bohot tezi say chalna shuru hogia hai
    BHAI JAAN MAIN PROCESSOR FAN KE BARE MAIN KEH RAHA HOON OR MAIN TO KOI GAME CD ROM SE NAHI KHELTA MAIN TO AAM TOOR PER YE WALI GAMES KHELTA HOON(NEED FOR SPEED UNDERGROUND 2)(BRAIN LARA CRICKET 2005)(PRINCE OF PERSIA THE TWO THRONES) SNOOKER ETC PRINCE OR LARA WALI GAMES MAIN VIRTUAL CD ROM SE IMAGE DAAL KAR KHELTA HOON

  7. #7
    ALI NOOR's Avatar
    ALI NOOR is offline Senior Member+
    Last Online
    7th February 2024 @ 11:57 AM
    Join Date
    13 Apr 2006
    Location
    Lahore
    Posts
    463
    Threads
    142
    Credits
    1,327
    Thanked
    3

    Default

    Quote Muhammad Ali said:
    BHAI JAAN MERA PROCESSOR OR FAN DONO HI INTEL KE HAIN KYA MERA FAN ASLI NAHI HAI JO US MAIN SE AAWAZ AATI HAI OR HAAN NORMALY USE MAIN FAN ITNI TEZI SE NAHI CHALTA
    AAP KA BHAI
    ALI NOOR
    BHAI JAAN KIYA AAP MUJHE ORIGNAL FAN KI QEEMAT BATA SAKTE HAIN YE WALA FAN TO JAB PC KHARIDA THA TO US KE SATH HI LAGAHA GAYA THA

  8. #8
    Noman Khan is offline Senior Member+
    Last Online
    26th September 2014 @ 01:54 AM
    Join Date
    30 Nov 2005
    Posts
    1,117
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Default

    50 rupes say 100 rupes main mil jaye ga bhai
    jab game khayltey ho ap to speed tez ho jati hai
    wasey normal chalta hai
    kuch samajh nahi aaya bat
    pahli bar aysa suna
    السلام وعلیکم
    ASSALAM_O_ALIKUM Hw R U Friends

  9. #9
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    yeh to bohot hi ghambeer samasia dikhti hai. aisa masla pehlay kabhi naheen samnay aya

  10. #10
    kashif's Avatar
    kashif is offline Member
    Last Online
    9th August 2006 @ 07:01 PM
    Join Date
    05 May 2006
    Posts
    43
    Threads
    8
    Thanked
    0

    Default

    hello!
    Main Aap ko aik tariqaa Likhoo Ga us say aap ka pc theek ho jaya ga haan mujhay Zara kuch kaam hai is liyay main bahir ja rahan hoon ha! agar ali noor aap mujay is address par mail kardo tafseel say main aap ka massla Hul kardoo ga (inshAllah)my E_Mail Address
    Kas_nom***********

  11. #11
    Aalik's Avatar
    Aalik is offline Advance Member
    Last Online
    15th November 2020 @ 03:31 PM
    Join Date
    08 May 2009
    Location
    Oghi (Mansehra)
    Age
    39
    Posts
    1,104
    Threads
    16
    Credits
    1,441
    Thanked
    20

    Default

    nice reply

    AHMED ALI KHAN OGHI

Similar Threads

  1. Processor Fan Problem
    By Sameer786 in forum Ask an Expert
    Replies: 12
    Last Post: 15th March 2015, 06:09 PM
  2. How To Change Processor - Make A Fake Computer Processor
    By MUMTAZ.786 in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 3
    Last Post: 18th December 2014, 10:22 PM
  3. Processor problem
    By ns72693 in forum Ask an Expert
    Replies: 5
    Last Post: 14th February 2013, 08:07 PM
  4. processor problem
    By suleman115 in forum Ask an Expert
    Replies: 7
    Last Post: 17th August 2012, 11:22 PM
  5. processor ka problem
    By planket in forum Ask an Expert
    Replies: 6
    Last Post: 29th January 2011, 10:38 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •