Main aik telecom cpmpany main job karta hoon , Electronics main diploma kia hoa hai, ab B.Tech karna chahta hoon, laken regular nehi kar sakta .

Plz kisi aisy institute ka bata dain jo online ye course karwa day, pakis\tani ya foreign , or jis ka kharcha b akam ho.

Thanks