maine aik mahinay phele apna 1mb ka package 2mb par convert karwaya tha lakin abhi tak meri package 2 mb par convert nhi hoi maine kai baar 1218 par complain bhi kia lakin wo log kehte hai k tumhari noise margin kaafi kam hai jis ki waje se tumhara package 2mb par convert nhi ho rha kia kisi or sath bhi aisa huwa hai