Mei win 8 use kar raha hun..
oR us mein ye applications kO aik hi jaisa dikha rha hai.
ye sai nai ho raha.. application apna apna icOn identify nai kar paa rai
men jab ek file pe karta hun toO kOi farak nai parta..!
oR jab Tick lagata hun tO wo sab applications pe changing aa jati hein
sab change hogaye..!!
iska kOi hal hai?? !!
Bookmarks