AssalamoAlaikom
Experts!
mujhe aik masala darpaish aaya hai wo ye k meray pas Dell GX270 hai us ka Hard disk b theek hai q k mai ne laptop k sath lagaya tow us mai sab kuch aata hai uss mai taqreeba 882 virous thay wo saray wash kar deye hain.
masala ye hai k system start karon tou na cd rom show karta hai na Hard disk bios mai jakar dekha tou udhar b sirf floppy disk show karta hai baqi drive ghaeb hain is ka koy hal batae plz
Bookmarks