Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 18

Thread: Hazrat Eesa (A.H) Ke Barey Mein Nishaniaan-2

  1. #1
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Thumbs up Hazrat Eesa (A.H) Ke Barey Mein Nishaniaan-2

    Bismillaa Hirrahmaa Nirraheem.
    Attached Images Attached Images  

  2. #2
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default


  3. #3
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    shukriaaa doctor bhai

  4. #4
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Thanked
    0

    Default

    baray meharbani yeh bhi bata dein kai yeh kahan sai lee gye hein sari batein ..!! kisi hadees ya qurani ayat ka refrence bhi bata dein ..!!

  5. #5
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote Meer Balaj said: View Post
    baray meharbani yeh bhi bata dein kai yeh kahan sai lee gye hein sari batein ..!! kisi hadees ya qurani ayat ka refrence bhi bata dein ..!!
    ye jitni baten likhi gayee hain....kisi ne aise hee nahi likh deen ke nikamma betha howa thaa aur dil aaya kuch likhne mein to ye sub likh diaa...
    ye sub qayamat se mutalliq ahadees hain ke hazrat eesa (a.h) qayamat ki bari nishanion mein se 1 honge aur aasman se nazool ke bad ye ye kam karen ge

  6. #6
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    matlab kOi kuch bhi likh dai hum man lein ... mein kuch bhi likh kai ek jpg file bana lOon to aap uss pai yaqeen kar lein gay .... nahi na

    asal mein aap kai molvi hazrat nai aap ki ankhon pai pati bandi hOi hai wOh jO kehtay hein aap woh yaqeen kar letay hein .... aap jo bachpan sai suntay aye hein aap wOhi likhtay hein aap nai khud kabhi yeh ahadees parhi kisi kitab sai yaqeenan nahi ..... yeh tO scinecefiction ki batein hein kai asman sai utrein gay seerhi ho gi lambi si dajal ka gadha aisa ho ga uss ki ankhon mein itna gap hO ga .... sar jee asliat dekhein aa tak aisa hwa hai kia pehlai ... haqaiq janye science fiction ka peecha chorye ....... jo qudrat ka qanon sai uss sai hath kar khuda koi cheez nahi karta ....!!! ummate muslima pai hazarO sitam ho gye musalmano ki halat ka aaj kiss ko nahi pata kion nahi attay hazrat issa AS dunya mein kab ayein gay 14 sadi bhi guzar gye sab hO gaya ... bulaO un kO ...!!

  7. #7
    Zia-BH's Avatar
    Zia-BH is offline Senior Member+
    Last Online
    26th October 2016 @ 01:14 PM
    Join Date
    28 Dec 2007
    Location
    Saudi Arabia
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    375
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Meer Sahab Ab Aap khud mazaak banaa Rahay hain , Allah ki Qudrat or mojzaat ka...!!!!

    Wahaan aap ko mirza ka mazaak urraanay pe khouf aata hai to yahaan eessa(AS) k nazool or Allah k mojzaat ka mazak urraatay khouf naheen aaata..??

    ye inkaar kar rahay hain aap Allah ki power or mojzaat ka... bataaye jo Allah Unhain Aasmaan pe le jaa sakta hai wo naazil bhi kar sakta hai , ye seerhi waali baat kar k aap Toheen k murtakib huway hain, Touba kijiye

    q k har cheez ko aqal or formulas se parkhna kaafiron ki alaamat hai jo aap kar rahay hain .phir aap kehtay hain hum kalma parhtay hain , hummain muslim kaho

    aqal se socha jaata hai laazim lekin pehlay Allah or Rasool(SAW) ki baat phir teri meri Aqal ki baat,q k insani Aqal koi ehmiyat naheen rakhti..

    or aqal se baharhaal sochain to mirza gaammu zaroor jhoota saabit ho jaata hai

    jo Allah Nabi(saw) ko burraq pe sawar kar k meraaj pe le jaa sakta hai, jo Allah eessa(AS) ko zinda aasmaan pe le jaa sakta hai , keya wo Allah is cheez pe qaadir naheen ?

    aap ahmedi har cheez ko kaafiron ki tarah apnay saamnay dekhna chaahtay hain or easy letay hain jaisay dajjal k gadhay ka concept aap laitay hain ,
    q k kaafir bhi jaldi kartay thay k kab qeyamat ho gi ye to bas ye puraanay Logon ki baatain hain ( naouzubillah)

    lekin Allah nay farmaaya Quran main k inhain keh Do k ye Ilam Allah ko hai. so aap bhi aaraam se baithain ye muddat na qeyamat ki exact bataayee gai hai na Eessa(AS) ki bas Hazoor(SAW) ne kaha tha qeyamat k qareeb.to ye nishaani qeyamat se bilkul qareeb hai..

    mera dimaagh kharaab naheen . warna aap se poochun qeyamat kab ho gi? hoti q nahi.. q k mujhay yaqeen hai Allah or us k rasool(SAW) pe..
    Education is Our Passport To The Future...

  8. #8
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    nahi yaar zia Allahmaaf karay mein hazrat Issa AS ki toheen nahi kar raha ... Allah mujhe maaf karay mein to yaar aisa soch bhi nahi sakta ..!! un pai kitab nazil hOi hai meray dil mein bhi un ki utni izzat hi hai jitni ek musalman kai honi chahiye ..!!

    baat jo mein nai kehni thee woh yeh kai zia bha yeh jo sab sai upper cutting hai wOh kisi bhi hadees mein nahi hai na hi kisi quran mein hai ... mein nai seerhi wali baat khud suni hai apnai doston sai aap mujhe khud batayein kia yeh sahi baat hai ya nahi ..!!! aab koi quran aur hadees mein baat hai nahi to mein kaisai yaqeen kar lOon aap batayein ...!!

    Aur meray bhai mujhe pata hai kai Allah har cheez pai qadir hai wOh sab kuch kar sakta hai .... but aap nai hazrat issa as salam pai jo 2 post ki hein in sab kai hawalai pesh kar dein har pOint kai mein phir is baat ko sacha manO ...!!!

  9. #9
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    aap un molvis hazrat sai suntay hein jin kai baray mein Hazoor SAW nai farmaya kai
    Attached Images Attached Images  

  10. #10
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    abb batayen aap yaqeen karein gay abb in ki batOn pai apni tehqeeq karein aap nai jo posts pesh ki hazrat issa As pai un kai refrence talash karein books parhayein aur plzz mujhe bhi batayein kai kahan sai yeh batein laye gye ...!!!

    Dekhi mein yhan kisi ki dil azari karnay nahi aya aap logon ko sach batanai aya hOon ...!!!

    zia bhai aap bhi jantay hein kai har dosray din kisi ahmadii ko shaheed kar diya jata hai ...!!!

    Humari jamat aisai kabhi nahi maray gi log jitnay bhi ahmadiis ko shaheed kar dein ... Khuda ki qasam agar humari jamat ko khatam karna hai to Hazrat Issa AS ko zinda kar dein ..... mein khuda ki kasam kha kai kehta hOon aap log dua kar kar kai thak jayein ... yhan tak ka aap kai nak zameen sai lag lag kai zakhmi hO jayein ... per hazrat Issa AS nahi ayein gay .... kion kai wOh dosray nabion ki tarhan fot ho chukay hein ....!!!!

    Jazak Allah

    Meer Balaj Marri

  11. #11
    Zia-BH's Avatar
    Zia-BH is offline Senior Member+
    Last Online
    26th October 2016 @ 01:14 PM
    Join Date
    28 Dec 2007
    Location
    Saudi Arabia
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    375
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    meer sahab main mirza nahi k kisi k marnay ki duaa karun.....







    ye jo baat aap kartay rehtay hain or Ahmedi log or aap k naam nihaad khalifa, k jee molvi achay naheen ya Ulamaa... ye bataayen Ulamaa kehtay kis ko hain, scholars ko na jin k paas knowledge ho...Aaalim ki jama ulamaa hai... to hummain ye keh k aap bataatay hain k ulamaa aap k hain yani knowledge walay banday hummaray hain..
    yani ahmedi main ulamaa nahi ? yehi matlab hai na aap ka k ilam waala aalim hota hai or hummaaray paas aalim naheen to jis k paas ilam na ho wo logon ko gumraah hi karta hai na...
    or agar ahmedi main ulama hain to phir wo bhi bad-tareen makhloq huway..

    daikhain qeyamat ki nishaaniyan zaahir ho k rehti hain kuch nabi(SAW) k zamaanay main zaahir ho gai thi kuch ho rahi hain hattaa k aakhri nishaani bhi zaahir ho jaaye gi , ye nishaaniyan abhi poori zaahir nahi huwi , in k baad eessa(AS) ki nishani hai. lekin bohot si poori honi hain abhi.







    aap is tarah jaldi kar rahay hain kal aap kahain gay k qeyamat bhi naheen ho rahi
    ab nahi ho gi..
    jaisay yahood mukar gaye thay.or yehi mission hai ahmedi ka


    hawalay main de dun ga or wo bhaae bhi jinhon nay sharing ki

  12. #12
    Meer Balaj is offline Member
    Last Online
    21st October 2008 @ 04:25 PM
    Join Date
    17 Oct 2008
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    humrai liye to 73 firqon wali hadees hai ka ek firqa theek ho ga baqi sab jhanumi ... to humarai ulma is hadees mein shamil nahi hotay ... !!!

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Hazrat Imam Mehdi Ke Bare Mein Nishaniaan
    By Fasih ud Din in forum Khatm-e-Nabuwat
    Replies: 128
    Last Post: 6th May 2016, 02:02 PM
  2. Hazrat Eesa A.H Ki Aamad
    By Fasih ud Din in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 16
    Last Post: 22nd December 2014, 11:21 PM
  3. Hazrat Eesa (A.H) Ke Barey Mein Nishaniaan-1
    By Fasih ud Din in forum Khatm-e-Nabuwat
    Replies: 24
    Last Post: 26th February 2011, 12:00 PM
  4. *~* Hazrat Eesa Ibn Maryam (A.H) *~*
    By Fasih ud Din in forum Islamic History aur Waqiat
    Replies: 27
    Last Post: 9th January 2011, 12:05 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •