Results 1 to 10 of 10

Thread: Islam Ka Matlab Kya Hai?

  1. #1
    Join Date
    30 Jun 2008
    Location
    Lahore,Pakistan,Asia,World Of Allah.
    Posts
    128
    Threads
    35
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Post Islam Ka Matlab Kya Hai?

    Assalam-O-Alykum!
    Aksar Jab mein muslamanon se poochta hoon ke aap ka mazhab kya hai tou woh foran jawab dete hain islam.
    phir mein un se yeh kehta hoon is ka matlab kya hai tou woh chup hojatey hain jab hamein apney mazhab ke baarey mein pata hi na hoga tou ham is per amal kaisey karein gay!
    Main Aap ke jawabaat ka muntazir hoon sawaal yeh hai ke islam ka matlab kya hai? sab apni raaye esh karein taqreeban 10 posts ke baad jawaab doonga Shukriya!

  2. #2
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    This thread found against section 4 of Rules of Islam section at ITDunya.com

    Thread moved from Islam section 2 Baat Cheet Section
    Last edited by Doctor; 8th July 2008 at 01:48 PM.

  3. #3
    Join Date
    01 Jul 2008
    Age
    33
    Posts
    7
    Threads
    1
    Thanked
    0

    Default

    W.Salam....
    islam is a complite code of life. the blife is totale sub matione..............
    Allah Hafiz

  4. #4
    Join Date
    30 Jun 2008
    Location
    Lahore,Pakistan,Asia,World Of Allah.
    Posts
    128
    Threads
    35
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    JO Apney aap Ko Sahih Muslamaan Kehta Hai Woh Idher islam Ka mAtlab Kya Hai Mein Views Pesh Karey Shukriya!

  5. #5
    Zaara's Avatar
    Zaara is offline Advance Member
    Last Online
    26th December 2022 @ 06:33 PM
    Join Date
    24 Jun 2007
    Age
    36
    Gender
    Female
    Posts
    10,423
    Threads
    728
    Credits
    611
    Thanked
    1484

    Default

    Islam kia hai?

    Islam is way of leaving........Islam stand for

    Imaan
    Sunat-e-Rasul(s.A.W) per amal
    live ur life according Quran
    Allah ki attat
    Maut k ilawa akhrat per imaan....

  6. #6
    ~*hiway*~'s Avatar
    ~*hiway*~ is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd October 2011 @ 06:55 PM
    Join Date
    31 May 2007
    Location
    Khawabon Main .
    Posts
    15,131
    Threads
    364
    Credits
    0
    Thanked
    297

    Default

    very good sharing zaara.

  7. #7
    Join Date
    30 Jun 2008
    Location
    Lahore,Pakistan,Asia,World Of Allah.
    Posts
    128
    Threads
    35
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Main Batata hoon islam Kya Hai?
    Islam Lafz Nikla Hai "Salim" Aur "Salaam" Se Sali Ke Maaeni Hain 'Aman' Aur Salaam Ke Maaeni Hai 'Salaamti' Isliye Islam Mazhab Hai Amn-o-Salamti ka.
    Aur Jahan Tak Baat hai Muslamaan Ka Kya Matlab hai "Jo Insaan ya Jin Apni marzi Ko Allah Subhana watalla Ki Marzi Ke Saameny Jhuka De usey kehtay hai Muslim Arbi zabaan Mein.
    Ham Apney Aap Ko Muslim kehtay Tou Hai Magar kaam nahee kartey Muslamaano Waley is Ka Matlab ham Muslim naheen Hain Kyun Ke Allh Ki Marzi Ke saaamney Apni MArzi Kartay Hai.

  8. #8
    shazy's Avatar
    shazy is offline Senior Member+
    Last Online
    10th March 2024 @ 11:10 PM
    Join Date
    17 Nov 2007
    Location
    Pakistan
    Gender
    Male
    Posts
    423
    Threads
    8
    Credits
    1,439
    Thanked
    12

    Default

    bhai hum to kam ilm aur gunahgar banday hai hum iss mozoo par bolte achay nahi lagte, mai inshallah apne ustad ji say maloomat lay kar yaha post karoo ga
    Musafir Hoo YaRo

  9. #9
    Join Date
    30 Jun 2008
    Location
    Lahore,Pakistan,Asia,World Of Allah.
    Posts
    128
    Threads
    35
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Naheen Aisi baat naheen hai Balkey Har Muslaman Ko Apney Mazhab Ke Baare Mein Janna Chahiye

  10. #10
    BossisBack is offline Advance Member
    Last Online
    5th January 2022 @ 11:51 AM
    Join Date
    18 Dec 2007
    Location
    Saudia Arabia
    Age
    34
    Posts
    16,205
    Threads
    743
    Credits
    109
    Thanked
    47

    Default

    islam ka matlab hai salamti phelany wala....
    آئی ٹی دنیامیں سیگنیچرز میں اتنے بڑے سائز کی امیج لگانا سختی کے ساتھ منع ہے۔۔۔آئی ٹی دنیا ٹیم

Similar Threads

  1. Replies: 5
    Last Post: 11th December 2010, 02:39 AM
  2. Replies: 2
    Last Post: 20th March 2010, 10:51 AM
  3. Replies: 2
    Last Post: 11th November 2009, 10:19 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •