Aslamualaikum Dosto..
Umed karta hun ap sub khariat se hon gy...
aik bat pochna chahta hun k, "m ne ptcl ka internet connection lia hua ha wo share karna chahta hun apny muhaly m, kia koi asa tarika ha k qanoni tareeky se wo m share kar sakun?aur kia masla b na ho,
Q K m ne 4,5 doston ko share b kia hua ha but Dsl lagany wala aur line man mery ghar aay thy aur kah rahy thy utaro issy nai to line kaat dain gay"
help me dosto kia karun m?k wo leagle ho jay...
thanks
Bookmarks