salam to all.
Mere sath aek bohat bra problem ho gaya hai. Ma jb apna computer on karti hun toh thori dair chalne k bad jaam ho jata hai phr off kar k on karna par hai after 2 minutes dubara jaam ho jata hai. Maine window b kar k daikha par theak nai ho raha. Plz help.
Wind xp professional 2006 hai.
Main hard disk b change kar k daikh chuki hun par patane samaj nai a rahi k masla kiya hai.ply iska koi hal btain shukria.