Aadaab!

muhai aik aisaa call recorder chahiyai jis sai main ksi ki call record kr sakon or ksi ko pta bhi na chalai k yeh call record ho rhi hai,or wo save bhi ho sakai mobile main ya ksi bhi devise main,main nai apni taraf sai koshish to ki hai laikin merai pass waqt ki kmi ki wajah sai har waqt search nhi kr sakti yahan ksi k ilm main hai to pz mujhai bta dain aisaa software kahan mojud hai main khud hi wahan sai download kr loon gi

w salaam!