Assalam o Alaikum.

kia kabi kisi ne socha hai akhir american he world mai super power kion or kis waja se hain?

akhir american he donia mai har field mai age kion hain?

american he itne kamyaab kion hain k koi un pe haath nahe daalta?


kia vo humari tarhaan insaan nahe hai ya phir vo hum se ziada betar insaan hain?

or agar un mai or hum mai koi fark nahe hai to phir vo itne kaamyaab or hum itne nakaam kion hain?


have u ans?