main mere 2 masle hain
ek to ek bootable usb banana chahta hun.
is k lye mere pas window xp ki cd aur usb hai.
lekin mjhe pata nhi k main usb ko bootable kaise banaun. ta k waqt aane par main usb se window kar sakun.
dusra masla ye hai k main usi bootable window main kuch softwears bhi add karna chahta hun. aur jaise XP GOLD main softwear install hone hain main chahta hun k window xp bootable usb main bhi usi tarah banaun... plzzzzzzzzzz mjhe pura process bataen k kaise main ye dono kaam ek hi usb main kar sakta hun?
Reply plzzz
Bookmarks