Asslam o aalikum
umeed krta ho sab bhai khairiyat sy ho gy mai ye janna chahta ho k mai kis pata laga sakta ho k mere com mai key logger instal hai or agr wo information email k zariye snd kr raha ho to us ko rook kis tarha sakta ho or wo email id kaisy jan sakta ho jis mai information snd ho raha hai