Results 1 to 5 of 5

Thread: masjid k adab k bary main mujy hadess aur qurani ayat baatain

  1. #1
    aghajameelahmed is offline Senior Member+
    Last Online
    12th February 2016 @ 04:12 AM
    Join Date
    09 Aug 2009
    Age
    34
    Posts
    595
    Threads
    148
    Credits
    0
    Thanked
    10

    Default masjid k adab k bary main mujy hadess aur qurani ayat baatain

    masjid k adab k bary main mujy hadess aur qurani ayat baatain aur ek nemazi k agy se ghuzarny waly k liye hadess aur quran kya kehta he wo b batain...........

  2. #2
    nabeelbaloch is offline Senior Member+
    Last Online
    25th December 2020 @ 03:54 PM
    Join Date
    12 Jul 2009
    Age
    44
    Posts
    94
    Threads
    2
    Credits
    1,363
    Thanked
    4

    Default

    Choti masjid main nimazi k aagay se gauzarna durust nahi hay jab tak k darmiyan main koi cheez na ho. Masjid agar bari ho to nimazi k itnay aagay se guazar sakta hay k nimazi agar sajday par nazar rakhay to us ki nigah wahan tak na pohanchti ho (Namazi agar sajday ki jagay par nigah rakay to us ki nazar 2 ya 3 sif se ziada nahi jati.) Is liye bari masjid main itna fasla rakh k namazi k aagay se guzarnay main koi harj nahi. Jo masjid 40 meter lambi ho wo masjid e kabeer hay aur jo us se choti ho wo masjid e sageer kehlati hay. Hadees sharef main namazi k aagay se jan bojh kar guzarnay ki kafi waeedeen ayei hain.

    Masjid ALLAH SUBHANOTALLAH ka ghar hay. Har musalman ka farz hay k wo masjid k aadab ka khiyal rakahy. Duniya ki battien masjid ma na ki jaeen, jitna ho sakay jab tak ap masjid main hon nimaz se farig honay k badd zikr aur durood e pak parheen. Masjid main sona ya khana peena makrooh hay, soonay aur khanay ki ijazat sirf mohtikif k liye hay.

    Masjid main kuch aisi cheez kha k jana jaisay piyaz sakht na pasandeeda hay. Jab bhi ghar se masjid k liye jaeen to achay se muu saaf kar k jana chaiyaee kyun k baaz riwatoon main aya hay k jab banda nimaz parhta hay to farishtay ALLAH ka kalam sunnay k liye us ki muu ki taraf aatay hain is liye har namazi ko in cheezoon ka khas khiyal rakhana chaiyeee.

  3. #3
    aghajameelahmed is offline Senior Member+
    Last Online
    12th February 2016 @ 04:12 AM
    Join Date
    09 Aug 2009
    Age
    34
    Posts
    595
    Threads
    148
    Credits
    0
    Thanked
    10

    Default

    Thanx alot

  4. #4
    majidali is offline Junior Member
    Last Online
    1st January 2015 @ 02:27 PM
    Join Date
    22 Jan 2007
    Posts
    25
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    thanks .................

  5. #5
    Shehzad Iqbal's Avatar
    Shehzad Iqbal is offline Advance Member+
    Last Online
    26th November 2023 @ 06:28 PM
    Join Date
    16 Jan 2009
    Location
    Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    28,463
    Threads
    2271
    Credits
    11,705
    Thanked
    5385

    Default

    تھریڈ کو اسلام سیکشن سے منتقل کیا گیا

Similar Threads

  1. Replies: 17
    Last Post: 11th April 2018, 11:55 AM
  2. Main Aise Mohabbat Karti Hon....1
    By bagi28 in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 9
    Last Post: 7th July 2016, 02:50 PM
  3. Shezan Ki Masnooat Ka Baikat Kejiye
    By Fasih ud Din in forum Khatm-e-Nabuwat
    Replies: 132
    Last Post: 21st September 2014, 06:26 PM
  4. Raz Ki Bat
    By ZAKIR_KHAN in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 14
    Last Post: 12th December 2013, 09:28 AM
  5. Sher Muhammad Khan
    By szaib in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 4
    Last Post: 28th November 2010, 10:41 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •