Dard ki Hadd
Dard ki Hadd se guzarna abhi baki hai
toot ke mera bikharna to abhi baki hai
pas a ke mera Dukh Dard batane wale
mujhse katra ke tera guzarna abhi baki hai
Rang-e-Ruswayi sahi shehar ki Deewaron par
Naam " sunehri " ka ubharna abhi baki hai ..
Bookmarks