Kbhi us ka chehra Gulaab hua krta tha
sb ki nazron ka wo khwab hua krta hai
chaand sitaray us k samnay maand parrtay thy
wo to khus mahtaab hua krta tha
lehja aisa tha jaisy khilti hui kali
Apni baaton me wo lajawab hua krta tha
phir youn hua ussay Ishq ho gia kisi se
Muhabbat lafz jis k liay mazaq hua krta tha.
Phir toot k bikhra aisa k sanbhal na paya
Wo jo apni Be Wafai ki misaal Ap hua krta tha.
Bookmarks