Results 1 to 7 of 7

Thread: IT Online Courses

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    sufibhai's Avatar
    sufibhai is offline Senior Member
    Last Online
    3rd December 2017 @ 07:29 PM
    Join Date
    06 Feb 2011
    Location
    (¯`·.¸¸R-a-w-a-
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    2,287
    Threads
    74
    Credits
    65
    Thanked
    82

    Question IT Online Courses

    Asalam-o-Alaikum
    Umeed hai ap sab kheriyat se hn gey.
    Mujey infor mation k leyeh is se bether section nai mila isi leyeh mein apna masla yahn beyan ker raha hn.

    Swal yeh hia k koi b mera Bhai ya Behn jis ko online it ya is se related courses ke information hai wo yahn share karen
    koi b information chaey thori ya zada per share zaror kren.
    Maslen koi Free online course jo ap sahi info rekhtey hn?
    Koi cousre jo M.A k equal ho?
    :bbp:

  2. #2
    faraz101's Avatar
    faraz101 is offline Senior Member+
    Last Online
    20th August 2020 @ 11:06 AM
    Join Date
    03 Oct 2008
    Location
    mujhe khud nahin pata
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    1,318
    Threads
    48
    Credits
    1,198
    Thanked
    96

    Default

    bhai online jo IT ke free course hain, wo aap sirf study ker saktay hain aur un ke video lectures dekh saktay hain laikin koi university un ki base per aap ko certificate nahin deti. aap apne knowledge ke liye zaroor study ker lo laikin aap ko bachelor ya master level ki degree is tarah se nahin milegi.
    agar aap online study kerna chahtay hain aur fees ka masla hai tou aap Virtual University of pakistan main study ker saktay hain. VU ke it ke courses hain aur Msc ya Bsc computer science ker saktay hain . In ki fees doosri universities se bohot kam hai. aur study ke liye university janay ki zaroorat bhee nahin hai.
    doosra agar aap ko degree nahin chahiye tou phir aap foreign ki universities ke courses bhee le saktay hain. agar aap ki english achi hai tou. agar english achi nahin hai aur aap urdu ke courses kerna chahtay hain tou VU ke courses ker len. youtube se un ki videos mil jayen gi. bagher admission liye bhee aap wo courses ker saktay hain bus aap ko degree nahin mile gi.
    yahan main kuch free courses ke links share ker raha hoon
    ocw.vu.edu.pk/
    ocw.mit.edu/
    http://www.udacity.com/

  3. #3
    sufibhai's Avatar
    sufibhai is offline Senior Member
    Last Online
    3rd December 2017 @ 07:29 PM
    Join Date
    06 Feb 2011
    Location
    (¯`·.¸¸R-a-w-a-
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    2,287
    Threads
    74
    Credits
    65
    Thanked
    82

    Default

    Quote faraz101 said: View Post

    BOhat shukriya Faraz bhai
    Ap ne itni achi informaion de
    yeh sab puchney ka maqsad sirf apni knowleg mein azafa kerna hai
    kisi ne pucha tha
    thnx again
    Aik or bat Ager peisy de kr online keya jey to????

  4. #4
    physiology is offline Senior Member+
    Last Online
    8th July 2020 @ 04:02 PM
    Join Date
    16 Oct 2012
    Age
    46
    Gender
    Male
    Posts
    578
    Threads
    178
    Credits
    653
    Thanked
    8

    i visited this website www.udacity.com. agar koi udacity mein admission ly ker wahan se koi course kerta hy to course free mein hoga? aur udacity se course complete kerny k baad certificate bhi mily ga? mein online learning ki fee ya tuition fee nahi dena chahta liken certificate ki fee agar zaroori hy to doon ga

  5. #5
    faraz101's Avatar
    faraz101 is offline Senior Member+
    Last Online
    20th August 2020 @ 11:06 AM
    Join Date
    03 Oct 2008
    Location
    mujhe khud nahin pata
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    1,318
    Threads
    48
    Credits
    1,198
    Thanked
    96

    Default

    BOhat shukriya Faraz bhai
    Ap ne itni achi informaion de
    yeh sab puchney ka maqsad sirf apni knowleg mein azafa kerna hai
    kisi ne pucha tha
    thnx again
    Aik or bat Ager peisy de kr online keya jey to????
    u r always welcome my bro.
    agar aap ki english achi hai tou foreign ki universities courses kerwati hain. aap google per distance learning universities search ker len.
    aur agar english is level ki nahin hai ke aap foreign universities se study karen tou phir Virtual University se courses ker len. VU IT main bachelors aur Masters kerwati hai. Un ke abhi admission open hain

  6. #6
    sufibhai's Avatar
    sufibhai is offline Senior Member
    Last Online
    3rd December 2017 @ 07:29 PM
    Join Date
    06 Feb 2011
    Location
    (¯`·.¸¸R-a-w-a-
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    2,287
    Threads
    74
    Credits
    65
    Thanked
    82

    Default

    thnx for nice information
    VU mein zaror try krn ga.........

  7. #7
    physiology is offline Senior Member+
    Last Online
    8th July 2020 @ 04:02 PM
    Join Date
    16 Oct 2012
    Age
    46
    Gender
    Male
    Posts
    578
    Threads
    178
    Credits
    653
    Thanked
    8

    Default

    check this website www.coursera.com
    if anyone wants to study online and also want to get the certificate or degree then he/she should visit this website and proceed further.
    please give your comments after visiting this website

Similar Threads

  1. Replies: 124
    Last Post: 15th March 2015, 05:05 AM
  2. Not Allowed Funny Political Cartoons
    By *MALIK* in forum Tanz-o-Mazah
    Replies: 25
    Last Post: 16th November 2012, 10:28 PM
  3. Replies: 40
    Last Post: 25th December 2011, 09:50 AM
  4. Replies: 25
    Last Post: 23rd November 2011, 08:48 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •