bhai main jab koi b deta usb sy copy kar k apni hard disk ki partition mian past karta hon to kuch deta partition main a jata hy laken ar nahe ata ar ye option a kar ruk jata hy ar mian jab koi b deta pix ya koi song etc ko apni partition sy usb main copy karna chahon to b yahe option a kar ruk jata hy plz help
Bookmarks