salam to all mera masla ye hay k may chahta hun k may aik computer par 2 internet use kar sakun yani dono ki power join hojai mery pas wateen usb net hay one mb or ptcl dsl net hay 1 mb tho may chahta hun k 2no net apas may mil kar 2mb ban jaye kiya aesa mumkin hay ya nahi
Bookmarks