Results 1 to 6 of 6

Thread: Help me plz

  1. #1
    Rashid Jan's Avatar
    Rashid Jan is offline Advance Member
    Last Online
    25th December 2022 @ 04:34 AM
    Join Date
    20 Jul 2008
    Location
    ur Dreams
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    3,889
    Threads
    49
    Credits
    85
    Thanked
    70

    Red face Help me plz




    dosto mujhe aap logon se ek zaroori Help chaiye plz meri help karo mein cable net use karta hon aur dusire bi users hein jo cable net ke user hein un mein se 2-3 user ese hein jo kise na kise ki net hack karte hein ab wo mere peeche lage hoi hein wo baar baar meri net hack karte hein aur phir mujhe chalnge karte hein kahite hein dum he to samna kar plz meri koi help kare wo baar baar meri net hack kar rahein agar aaap doston mein se kuch dost ese bi hongai jo hacking jante hongai plz mujhe kuch bata do take mein un se chotkara pa sakoon bhut tang karte hein plz mujhe es ke baare mein kuch bata do take mein en se muqabila kar sakon mein bhut tang aa chuka hon in in ki harkaton se plz meri madad karo

    mujhe umeed hein ke aap jese doston se mein khali hath nahe jaon ga jitna jalidi ho sake mujhe bata do plz mein bi un ko chalange karon plz help me

    safari help me

  2. #2
    Niqash's Avatar
    Niqash is offline Advance Member
    Last Online
    12th August 2021 @ 10:35 AM
    Join Date
    30 Jun 2008
    Posts
    4,569
    Threads
    160
    Credits
    58
    Thanked
    4

    Default

    Walikum salam

    apny un doston ko bolna ke aap ITD ke student ho aur ITD waly kabhi weak nahi hoty hain ye lein ye mery sir ke tip hai

    ye kerny ke baad aap khuly aam keh deena un ke

    ke agr ab un main dam hai tu phir see hack ker kee dekhain





    it's too easy u just follow me
    sub se phele app command prompt open karein agr xp hey to run mein cmd likhein open hone wali window mein as it is ye type karein
    net config server /hidden:yes
    agr app isko sahi se type kerke enter kareingay to ye aaiga
    the command completed successfully.
    uske baad control panel mein jaein or windows firewall per double click karein ab open hone wali window mein general ke tab per click karein or on recommended per check lagadein or phir control panel mein he network connections ko open karein or local area connection per right click karein or properties per click karein ab thora scroll karein to apko file and printer sharing ka option nazar aaiga is per se check hatadein or system ko restart kerdein ab restart kerne ke baad my network places mein jaein or dekhein ke apka naam ka pc show nahi horaha hoga humne usko server per sub ke liye hide kerdiya hey.
    thanks

  3. #3
    NadeemGul's Avatar
    NadeemGul is offline Advance Member
    Last Online
    5th December 2021 @ 10:00 PM
    Join Date
    28 Dec 2005
    Posts
    987
    Threads
    17
    Credits
    1,374
    Thanked
    0

    Default

    Nice sharing

  4. #4
    rafi_0300's Avatar
    rafi_0300 is offline Advance Member
    Last Online
    17th November 2019 @ 02:39 AM
    Join Date
    02 Aug 2007
    Location
    karachi
    Age
    45
    Posts
    836
    Threads
    127
    Credits
    0
    Thanked
    14

    Default hi

    ap printing and sharing par se chack hata dain ap ka prob hal ho jay ga
    Attached Images Attached Images  

  5. #5
    Rashid Jan's Avatar
    Rashid Jan is offline Advance Member
    Last Online
    25th December 2022 @ 04:34 AM
    Join Date
    20 Jul 2008
    Location
    ur Dreams
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    3,889
    Threads
    49
    Credits
    85
    Thanked
    70

    Default

    salam


    thankx naqash bhai aur rafi bhai & molestn thankx khuda kare aap ke elam mein aur azafa hon thankx bhaiyon

  6. #6
    ~*hiway*~'s Avatar
    ~*hiway*~ is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd October 2011 @ 06:55 PM
    Join Date
    31 May 2007
    Location
    Khawabon Main .
    Posts
    15,131
    Threads
    364
    Credits
    0
    Thanked
    297

    Default

    Sirf workgroup ka naam badlnay say bhee aap khud ko hide karsaktay hain.

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •