AOA
Bhi Me Battlefield aur is ka aliwa aur games khalna chahta hu tumam requirements is sa milti han jabka mara VGA (Video Graphics Card) Correct Nhi Ha Ab Ma VGA card lana chahta hun muja aab is ka bara me aap btain ka ma kon sa VGA Crad la lun
Pleas Reply
Allah Hafiz