BOht khush hOn...
main itna khush hOn k jis ka mujh kO andaza nai hy...
bus itna hy k Tum ne mujhe kO hanste hanste chOra tha...
phir us k bad ab main hansta hi rehta hOn...
meri ankhOn me ansOn ni atay main ab ROta nai hun...
khushi me dOob jata hun tu phir sOta nai hun mjy tab yad ata hy...
kabi tum ne kaha tha mOhabbat mar ni sakti...
Or ye ab main b kehta hun ye tanhai k zakham kO b aksar bhar nai skti...
phir es ka sOg kia krna...sO main ik din hansi me sb ura dun ga...
Tumhare hijar me reh kar main tum kO b bhula dun ga...
Bookmarks