Results 1 to 9 of 9

Thread: Excel file help?

  1. #1
    alim khan's Avatar
    alim khan is offline Senior Member+
    Last Online
    9th July 2018 @ 10:36 PM
    Join Date
    22 May 2009
    Age
    47
    Posts
    221
    Threads
    82
    Credits
    1,065
    Thanked
    7

    Default Excel file help?

    expert mai sales ke taluk se ek file banana chahta hun.mere dus rout hain aur har route per do customer hain.mere paas char products hain(waise to customer aur prod. zyada hain per maine file mein itne hi batae hain).mai har rout pe mahine mein do ya teen bar jata hun.har rout pe kuch na kuchh bikta hai.mai apne is sale ka data banana chahta hun ke maine kis rout per kis tarikh ko kon se customer ko kya aur kitna becha.MUJHE EK SHEET MEIN YEH SAMMURY CHAHIYE.

    (A) TOTAL SHOP = JITNI SHOP AREA MEIN HAIN
    (B) PRODUCTIVE SHOP = JITNI SHOP MEIN MAAL BECHA
    (C) PRODUCTIVITY = =(B/A)
    (D) VISITED SHOP = JITNI SHOP MEIN MAI GAYA THA
    (E) AREA coverage = =(A/D)
    TOTAL ITEM = JO MERE PAAS HAIN
    (G) ITEM SOLD = JO MINE BECHEN
    (H) INVOICE = MAHINE MEN AGAR DO BAR MAAL BECHA TO DO.

    ab aap logon se yeh guzarish hai ke mujhe aisi file bana ke dein ke jis mein mai apne customer ka data saal bhar tak bana sakun.

    WSLM::
    Attached Files Attached Files

  2. #2
    syar is offline Advance Member
    Last Online
    3rd April 2024 @ 04:29 PM
    Join Date
    31 Jul 2009
    Location
    Nowshera(KP)
    Age
    47
    Gender
    Male
    Posts
    884
    Threads
    9
    Credits
    563
    Thanked
    340

    Default

    Quote alim khan said: View Post

    aap jo result chahte hain aur jis tarah chahte hain us k leye pivot table sa sa mozon hal ha. ap n jo layout diya ha woh theek ha. Aap pivot table use karin aap ka masla solve ho jae ga.
    Regards

  3. #3
    GreatKhan1's Avatar
    GreatKhan1 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th December 2016 @ 04:27 PM
    Join Date
    16 Dec 2011
    Location
    Pakistan
    Gender
    Male
    Posts
    797
    Threads
    170
    Credits
    206
    Thanked
    35

    Default

    agrees

  4. #4
    IT.BOY's Avatar
    IT.BOY is offline Senior Member
    Last Online
    17th November 2017 @ 12:13 PM
    Join Date
    26 Dec 2007
    Location
    *MAA KI AGOOSH*
    Gender
    Male
    Posts
    28,374
    Threads
    651
    Credits
    998
    Thanked
    3079

    Default

    وعلیکم السلام
    دوست آپ نے جو فائل بنائی ہے۔۔۔وہ زیادہ بہتر ہے۔۔۔
    اُس میں آپ کو کیا پرابلم ہو رہی ہے۔۔۔؟
    [FONT="Jameel Noori Nastaleeq"][CENTER][COLOR="Blue"][SIZE="5"][B]Coming Soon...:)[/B][/SIZE][/COLOR][/CENTER][/FONT]

  5. #5
    alim khan's Avatar
    alim khan is offline Senior Member+
    Last Online
    9th July 2018 @ 10:36 PM
    Join Date
    22 May 2009
    Age
    47
    Posts
    221
    Threads
    82
    Credits
    1,065
    Thanked
    7

    Default

    Quote syar said: View Post
    aap jo result chahte hain aur jis tarah chahte hain us k leye pivot table sa sa mozon hal ha. ap n jo layout diya ha woh theek ha. Aap pivot table use karin aap ka masla solve ho jae ga.
    Regards

    experts is file mein jo summary sheet mein yallow cells hain woh automatic fill ho jaen aur yeh sheet ko har mahine nai banani padegi.mai chahta hun ke jaise tally mein hum kisi customer ki invoce banate hain to uska data bank banta hai ke us customer ne kon si tarikh ko kya aur kitna kharida.mai chahta hun ke ek sheet pe mai (customer name/ date/products/quantity aur ek colum aisa ho jis mein route ke sare customer ka nam aae aur us per VISITED aur unVISITED customer select kar sakun take meri summary sheet automatic fill ho sake.

    WSLM::
    Attached Files Attached Files

  6. #6
    syar is offline Advance Member
    Last Online
    3rd April 2024 @ 04:29 PM
    Join Date
    31 Jul 2009
    Location
    Nowshera(KP)
    Age
    47
    Gender
    Male
    Posts
    884
    Threads
    9
    Credits
    563
    Thanked
    340

    Default

    Quote alim khan said: View Post

    experts is file mein jo summary sheet mein yallow cells hain woh automatic fill ho jaen aur yeh sheet ko har mahine nai banani padegi.mai chahta hun ke jaise tally mein hum kisi customer ki invoce banate hain to uska data bank banta hai ke us customer ne kon si tarikh ko kya aur kitna kharida.mai chahta hun ke ek sheet pe mai (customer name/ date/products/quantity aur ek colum aisa ho jis mein route ke sare customer ka nam aae aur us per VISITED aur unVISITED customer select kar sakun take meri summary sheet automatic fill ho sake.

    WSLM::
    Brother ap n jo data different sheets par rakha ha agar ap is ko aik he sheet par lekh lain tu aap ko pivot table use karne m asani ho gi. Agar ap na pehla pivot table use nahe kiya tu ap excel help line m deekh lain. Phir bhe agar apko masla ho tu btaye ga.

  7. #7
    alim khan's Avatar
    alim khan is offline Senior Member+
    Last Online
    9th July 2018 @ 10:36 PM
    Join Date
    22 May 2009
    Age
    47
    Posts
    221
    Threads
    82
    Credits
    1,065
    Thanked
    7

    Default

    Quote syar said: View Post
    Brother ap n jo data different sheets par rakha ha agar ap is ko aik he sheet par lekh lain tu aap ko pivot table use karne m asani ho gi. Agar ap na pehla pivot table use nahe kiya tu ap excel help line m deekh lain. Phir bhe agar apko masla ho tu btaye ga.

    bhai mia sirf report ki sheet bharna chahta hun aur mai chahta hun ke summary ki sheet khud ba khud bhar jae.yeh sab date se link ho bus mai sirf date type karun aur us date ki sari detail aa jae.jaise 01/05/2012 ko mai kahan gaya tha (route) kitni dukan visit ki kis kis ne mujh se maal kharida aur kyakya kharida.

    WSLM::
    Attached Files Attached Files

  8. #8
    syar is offline Advance Member
    Last Online
    3rd April 2024 @ 04:29 PM
    Join Date
    31 Jul 2009
    Location
    Nowshera(KP)
    Age
    47
    Gender
    Male
    Posts
    884
    Threads
    9
    Credits
    563
    Thanked
    340

    Default

    1. Aap k vst plan ki sheet m route k leye A,B,C jab ka route k sheet m ap na number deye hain. to kis alphabet ko kis number k leye assign keya jae. ya vst plan ki sheet m is ka koi use nahee.

    2. vst plan ki sheet m date wise 02 schedule hain. tu is ko bhe explain karain.

    3.report ki sheet m ap na soap k qty 01 lekhe ha jab k item m soap ki qty 02 ya. ye bhe thoda explain karain k aap manual entry karain ga k item ki sheets sa qty pick karain ga. aur rate ap manual lekhain ga?
    4. summary sheet ka use bhe thoda wazeh karin.

    5. sab sa aham bat ap chahte hain k is ko date k sath link karain. tu date sirf vst plan m ha jab k item aur summary sheet m nahee ha. jis sa ya pata he nahee chale ga k item kis date ko sold hoe, sirf route ka pata chale ga k kis route par vst keya ga. agar aap date nahee dete item ki sheet m to ap ko masla ya aae ga k arif k next vst m kya item sold hoe aur kitne. excel ye detect he nahee kar paye ga. aur agar aap item ki sheet m arif ka record modify karain ga tu ap ka pehle ki date aur bad wale date m data aik he enter ho ga.

    Aap na apni sheet bnae ha aur ap is k saath familiar hain is leye ap ko samjhne m koi masla nahee, lekan jo bhe memeber is ko study kara ga us k leye samjhna he mushkil ho ga. Tu is leye mujhe ya samjhna mushkil ho raha ha k ap date wise entry kase karain ga jo k ap ki original demand ha.

    regards,
    Last edited by syar; 8th May 2012 at 09:21 AM. Reason: edit text

  9. #9

    bhai date/party/quantity/price manual rahigi.

    summary ki sheet auto fill honi chahiye.isse mujhe apne routes ki day by day sari report milegi ke mai kya kar raha hun.growth mein hun ya undergrowth.date se isliye link kar rahna chahta hun kyun ke route plan change bhi hote hain.abhi jo file mai attached kar raha hun use dekhen.Mai Chahta Hun ke mai summary mein sirf date tupe karun aur usse related data aajae.(red/yallow cell auto fill baki sab manual haga).mere liye important summary sheet hai.
    aap itna samjho ke Route 10/15 hain aur products 10/15 hai party bhi 10/15 hai.agar mai party ko visit katra hun to (y) type karunga aur nahi karta hun to blank chod dunga.agar (y) hai to productive party mein aana chahiya.invoice sheet aap ke hisab se bana do but summary mein jo chahi woh dekhiye kaise aaega.

    WSLM::
    Attached Files Attached Files

Similar Threads

  1. Apnay pc k sath unlimited masti karein ...
    By Max_ in forum General Discussion
    Replies: 39
    Last Post: 10th August 2015, 02:40 PM
  2. ~~ video mixer~a best solution for mixing~
    By *Xpert~Baba* in forum English IT Zone
    Replies: 29
    Last Post: 9th December 2012, 12:31 AM
  3. Excel file ka pasward kis terh remove kero pls urgently
    By afrazawan in forum Ask an Expert
    Replies: 9
    Last Post: 8th December 2010, 04:45 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •