Dil kO Qabar bana kar jatay tu acha tha...
armanO ko is may dafna kar jatay tu acha tha
judai ki saza bari takleef deti hy
mjy deewarOn me chunwa kar jaty tu acha tha
Tumhare bad in hasratOn ka kia hOga..
inhen kafan pehna kar jaty tu acha tha
yun rOta chOr kar na jaty mujh kO
mere Dil kO behla kar jaty tu acha tha
Teri khatir chOr skty thy is zamne kO
ik bar humen azma kar jaty tu acha tha
yun dosti par dagh laga kar na jaty
Rasm-e-DOsti nibha kar jaty tu acha tha
meri mayat pa shirkat tu na kar saky likin
Qabar kO phoOlOn say saja kar jaty tu acha tha
humari ankhOn say neend chura kar chalay gay
meethi neend humen sula kar jatay tu acha tha
Raza kO andherOn me tanha chOr chaly hO
deep kOi jala kar jaty tu acha tha...
"DIL KO QABAR BANA KAR JATY TU ACHA THA"
Bookmarks