sallam sab kasay hain ma ya janna chahta hun k koi china mobile asa hai jo skype chalta ho voice ya video wasay likha to sab ma hota hai jasay qmobile k her phone ma likha hota hai pr wo sirf write hota hai voice nahi hota ager kise ko pata ho ya wo use karta ho to plz batain .Or o7 k phone kise ne use kiay hain to batain
Bookmarks