[FONT="Comic Sans MS"][/FONT] Umeed hay ap tamam log theek thaak hon gay .Mera masla ye hay k main nay 2no antivirus free verson downlode kiay lakin mary computar main in main say koi b instal nahin ho raha main bari bari 2no ko try kar chuka hoon .
Koi bhi help kar sakta hay to btain?