Quote n0mi said: View Post


BS CS krne key baad ap MS Software Engineering kr saktay hain...
Kisi bhi field me MS krne k liye 16Years, 15Years, Education hona lazmi hota hai,
Agar ap neh BS Computer Science, 4years
BS Software Engineering, 4Years
BS Computer Engineering, 4Years
MCS, or M.Sc (CS) kia hua ho to ap
MS Software Engineering kr saktay hain...
Kiun k mene Pehlay bhi bata tha
k ye Same Course hain, BSCS BSSE, BSCE, BSIT etc etc...
Ab ye ap pe depend krta hai k agar apko achi Job mil gaee ( jo k mil jati hai ) BSCS kr ne k baad to ap wo Job krte hain ya MS krte hain... Agar MS krte hain to uskay lihaz se Post ziada achi hogi...
===========
Apka 2nd Question ka Answer ye hai k..
G Bilkul kr sakta hai....
Thanks brother