Dear dosto,
Assalam-Alaikm
Main ek apni window banana chahta hun . mjhe nhi pata k main start kahan se karun. Kindly mjhe bataen k window kaise banti hai. aur han main us main kuch softwears bhi add karna chahta hun. Ab plzz koi hai jo mjhe is bare main guide kar sakey