Pyaray Doston, main ITD ka new member hun. Jaisa K Ap sab jantay hain k ITD Pakistan ka Sab se Bara URDU FORUM hai aur yahan IT k lihaz se har chez k baray main INFORMATION hai. Is liye main ne ITD Join ki. Umeed Karta hun K yahn mujhay SEEKHNAY/SIKHAANAY ke dheron Mawaqay Milain aur Ap sab k sath acha waqt guzray ga!
Bookmarks