merey paas new laptop i5 hai kal main ne is ka button hai bluetooth or wifi ka us ko off kia tha baad main on kar diya lekan kuch error show kar raha hai or na to wifi or na hi bluetooth on ho raha hai pehley bhi main us ko on off karta tha lekan kabhi aesa nhi hoaplz screen shots de raha hoon help kijiye ga
yeh hardware radio konsa hai main ne device manager ki tamaam shots diye hain
Bookmarks