aslam-o-alikum dosto.
acha to aj main gta k baray main kuch bta dena hon.
akser log esa karty han k un ko jo gana sunana hota ha wo song laga k phir gta lagaty han ta k boor na hon.
is tarha gta ruk ruk k chalti ha.
acha to aj is ka masla haal ho geya samjo.
ap apna marzi ka gana select kren aur usay mp3 main convrt kren.
us k bad jis jaga gta instal ke ha waha jyain aur jaha mp3 ka option hoga us folder ko open kren aur phely say jo sound hoga usay remove kray aur yahi gana jo apne convrt keya tha paist kr dyan.
jab ap gta main kese gari ya bike ko layan gay to R ka bottan press kren aur mp3 pay jaa kr chor dayan.
us k bad wohi gana play hoga jo apne mp3 main past keya hoga.
ap ak saat 3,4 ganay b past kr sakty han.
umeed krta hon apko passand ay ga.
Bookmarks