bhai jaan mein ne c drive mein window instal ki hai, kya mein us ko D Yan E drive mein ab move kar sakta hon, matlab koi aisa tareqa hai, yeh is liay k mein ne C mein window instal kar li wo 20 GB ki hai, jub k E 9 gb ki hai, agar 9 gb yani e main hi jay to maja aa jay, yan agar c drive ki koi gb mein e mein add kar sakta hon
Bookmarks