Assalam alaikum dostoun.....
Mujhay win xp ka service pack 3 chahiyai.......lakin kia koi aisa update miil sakta hai jo meri isi win xp ko service pack 3 main lay jayai baghair format kiyai huway ya dobara say install kiyai huway....
Plz
agar koi meri maddad kar day toa bara mashkoor houn ga...
Shukria....
Aap kay jawabat ka intizar rahay ga
Bookmarks