Assalam-o-alaikom!
Dear members! Main ye janna chahta hon k kya main itdunya se koi thread .doc format main download kar sakta hon?aik aik page ho Ya kisi bhi tareeqe se ho lekin .txt .doc ya .mwd format main ho. Agar haan to plz detail se samjha dejie ga.
Bookmarks