is watan pe jaan -O- dil qurbaan, yeh watan hamaara
is watan se pehchaan hamaari, yeh watan hamaara
qurbaaniyan kitni de kar aazaadi laaey
main to yeh chaahun, saari duniyahi yeh jaane
dil se (dil se) main ne dekha Pakistan (Pakistan)
jaan se (jaan se) mera dharti pe eemaan
dil se (dil se) main ne chaaha Pakistan (Pakistan)
jaan se (jaan se) mera dharti pe eemaan
yeh mera Pakistan
jaan-O-dil qurbaan
qurbaaniyan kitni de kar aazaadi laaey
main to yeh chaahun, saari duniyahi yeh jaane
dil se (dil se) main ne dekha Pakistan (Pakistan)
jaan se (jaan se) mera dharti pe eemaan
dil se (dil se) main ne chaaha Pakistan (Pakistan)
jaan se (jaan se) mera dharti pe eemaan
dekho kese kese rang rang ke phool khiley
dekho to kesi khushbu
dheere dheere jese shaam dhaley
jahaan zindagi hai har soo (zindagihai har soo)
phir milenge jese milta hai nehr sekinaara
yun chalenge jese chalta hai zindagi ka dhaara
mil ke yahaan saary jaana aage hichaahain
jo bhi hain raahain saari jeene ki hain raahain
dil se (dil se) main ne dekha Pakistan (Pakistan)
jaan se (jaan se) mera dharti pe eemaan
dil se (dil se) main ne chaaha Pakistan (Pakistan)
jaan se (jaan se) mera dharti pe eemaan
[repeat]
dil se... Pakistan
jaan se...
dil se... Pakistan
jaan se..