Eid ki namaz k bad kiya krtay hain tamam members reply karin admin hazrat bhi .
Eid ki namaz k bad kiya krtay hain tamam members reply karin admin hazrat bhi .
Hum to eid ki namaz k bad dua mangtey hein baqi hzrat ka pata nhi
[SIGPIC][/SIGPIC]
Ability Can Never Remain Hidden.
BAkra ziba karte hen
Aram se so jata hun
ham qabaristan jate hain aur rishtedaron k lia dua karte hain
ghar baith jata hon ore agar kuch ho to kha layta hon agar koi aa jay to us say mil layta hon bas yahi karta hon
عید مبارک بھائیوں
میں تو آئی ٹی دنیا کی اپڈیٹس چیک کرنے آیا ہوں نماز کے بعد
~* W@R T!ll D3@t|-| *~
~* I'll Win Not Immediately But Definitely *~
Bookmarks