bhia abhi aditor sahab ne ek software diya tha jis se aap free main ms ker sakte hain lekin yar iska tarika kia hai site main do option diye hove hain international karo ya kuch or nahi us main pakistan likha araha hai mujhe proper tarika baro kis tarha send honge msg ya koi or acha sa software do yar please.