brother meray pass hp ka laptop 4530 hy.is main ghalti say main acrosoft totamedia suite uninstall kar diya hay jis ki waja say is laptop main webcam tha jis ki mada say main vieo and picture capture karta tha lakin ab wo b uninstall ho gaya hy.main nay bht koshish ki kay main dobara acrosoft totakl media suite install karoon lakin wo ab install he nahn ho raha.plz mujhay aisa koi software batain jis ki madad say main dobara picture capture and video bana sakoon

.thanks