Salam dosto mai ne kuch pehlay ek pc dekha tha jis mai win 7 os tha, us mai mai ne dekha k jab b koi software install ya move karo to wo Password lagana parta tha. Mera sawal ye hai k kiya win xp mai b aisa kuch ho sakta hai,,, agar ho sakta hai to is ka tareqa kiya hai............plz help Thanks in advance
Bookmarks