aap ne yaqinan 2nd hand liya hai, ek network yeh problem karta to network ka massala tha, sab aisa kar rahe hen to yeh hardware problem hai. Agar aap ne new liya hai to yeh problem nahin aani chahiye thi, is surat men warranty honi chahiye is ki is liye aap warranty claim kar sakte hen.
Bookmarks