slaaaaaaaaaaaaaam
sir mera laptop hp ka hai us main aik masla ho gaya hai masla ye hai k chalty chalty mera laptop ki screen black ho gai lakin laptop chal raha hai jb main nain battery ko thora sa dabaya to wo phr theak ho jati hai aur jb battery ko chora to phr screen black ho gai plz mujhy is ka masla btain k kiya waja hai aur kaisy hua aur kyun hua mujhy bohat praishani hui hai plz urgrnt help
is ka hall b batain i wait plz