dosto mujhay kuch maps bnanay hain jin mein mujhay urdu mein circles mein kuch likhna bhi hai......mean lines ko easily kaisay move ker saktay hain orrr urdu kaisay addd ker saktay hain........corel urrr inpage mein hota hai....agar koi urr software mein bhi ho sakta hai to wo bhi kindly bata dain orrr corel orr inpage mein kaisay bana saktay hain maps wo bhi smjha dain........bohat mehrbani hoge