Saudi se jo loog mobile me dalar dhal kar internet se par 1 dalar se 20 mint baat karte te wo ab kam ho kar 1dalar me 2 mint baath hoti he kiya koi expart bata sakta he k ye Q howa he
Saudi se jo loog mobile me dalar dhal kar internet se par 1 dalar se 20 mint baat karte te wo ab kam ho kar 1dalar me 2 mint baath hoti he kiya koi expart bata sakta he k ye Q howa he
i think k ye Pakistani Govt ne bahir se ane wali calls per tax barha dia gya hy jis ki waja se call mehngi huwe not confirm kisi se suna hy me ne b
*******
Last edited by Derwaish; 18th October 2012 at 08:40 PM. Reason: don,t use these kind of word plz
bilkol ma wo dailer daal kar daita tha sudia ma
aab pakistan aya ho to pata chala.aak dailer se 2 mint baat hoti hai
yai pakistan ki hukmat na karwaya hai
bilkul yahi bat hi janab k hamari hakumat nay aisa kia hi tax barha dia hi baqi mulkon main aisa nai hi
Well agar pak gov ne aisa kar b dia to koi tofan nhe khara ho jata.
Saudi gov ne bhi call reciving k charges rakhay hain.
Kaat to woh apno ko rahay hain.
Mirza Sb un main in main Zameen Asman ka farq hi ap ko pata hi unhon nay kitny charges rakhy hain aur pak Gov nay kitny rakhy hain ???
yeh hai sari waja call rates mehnge hone ki.
zardari sahb kehty hain k main ne suna hai pakistan sy baher k log mujy gallian ni dety. wo kafi din sy koi tarkeeb soch raha thaak kon sa aisa kaam kron k poori dunia k pakistani mujy gaali deny per majboor ho jayen so os ne yeh kaam kr dia.
Dear member yeh sab kyun howa kassey howa is ki detail aap ko kuch members nay dey di hai aur mazeed aap news main dekh saktey hain or internet pay search out kar saktey hain thread min bahz start ho rahi hai aur is ki ijazat nahi hai...
galiyan deyeny say kuch nahi ho ga asal baat kuch karna hai aur woh koie nahi karey ga jis nay pakistan pay mobile rates high howey tu phir kuch ho sakta hai filhal tu pakistan main calls free hain ek say ek offer hai 6 month ki sim use nahi ki tu abhi activate karney pay aap ko 100 rupeey ka balance free????
kaya hum pakistani nahi jo apney gher walon say ab 5 min hi baat kar saktey hain bus
ایک طرف لمبی لمبی امیدیں
دوسری طرف کل نفس ذائقۃ الموت
Bookmarks