Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 13

Thread: pc prb.... anybody can help?????

  1. #1
    sana is offline Senior Member+
    Last Online
    8th August 2006 @ 05:00 AM
    Join Date
    01 Jun 2006
    Posts
    59
    Threads
    5
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Question pc prb.... anybody can help?????

    meine jab se windows98 reinstall ki hai tub se aik kisam ki awaaz a rahi hai .........jis ki wajha s maine wapis windows98 install ki .....kuch der to awaaz band rahi phir wappis awaaz ana shuru ho gai ........jo k monitor k band kerne se khatam ho jati hai .... per i don think so k ye monitor ki hai ............anybody can tell me k aisa kyun ho raha hai .... umooman ye awaz pc k turn on hone per detect kerte huey thori der ko ati hai ....... or win k start hotey hi khatam .... per ye kya masla hai ...... anybody can help???????........

    jis ko toofa'n se ulajhney ki Aadat ho mohsin
    Aaisi kashti ko samander bhi duAaa deta hai
    ------- mohsin naqvi-------

  2. #2
    gul's Avatar
    gul is offline Senior Member
    Last Online
    17th April 2019 @ 03:19 AM
    Join Date
    22 Nov 2005
    Posts
    1,407
    Threads
    48
    Credits
    532
    Thanked
    44

    Default

    sana sister
    mera bi yeh hi masla hay...
    jab pata chalay mujay bi bata daina,,,,shukria

  3. #3
    aansoo's Avatar
    aansoo is offline Senior Member+
    Last Online
    11th December 2009 @ 05:02 PM
    Join Date
    07 Jun 2006
    Posts
    462
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Lightbulb

    bai mujay to is maslay ka hal nahi pta..ager kissi ko maloom ha to plz in ko a akr bata dejeye..
    [CENTER] * Ab to "Aansoo" ka eik katrah bhi ruswaah kar jaata hay *
    * Bachpann may hum ji bharr kar Roya karte the...!!! *

  4. #4
    rizwan's Avatar
    rizwan is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd April 2014 @ 01:09 PM
    Join Date
    15 Mar 2006
    Posts
    78
    Threads
    4
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    Sana Shaid App kahna chahti hain k Jab app ka System System Components means Hard Disk aur CD-ROMs ko detect karta hai tab awaz aati hai.............
    Agar asa hai to phir Yeh app ki Hard Disk ki awaz bhi ho sakti hai..........Ya App k Speakers ki bhi ho sakti hai if large...... Zara aur detail mein to the point biaan karain apni problem.

  5. #5
    sana is offline Senior Member+
    Last Online
    8th August 2006 @ 05:00 AM
    Join Date
    01 Jun 2006
    Posts
    59
    Threads
    5
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    hmmm..... prb ye hai k .... ye awaz to ati hai ...... per kabhi kabhi ruk jati hai abhi or kabhi nahi rukti ... is k sath hi colors mein bhi prb hai wo saaf nahi hien ... or is k sath aik or prb bhi jo k ....pc hang hone per alt=ctrl=del press kerne per jopage ata hai ....." restart ur pc or press any key to go back"........... per ye aik hr k bad ata hai ye error............. or aik baat baat dooon aisa jab "RAM" change kerwai hai us k agley din se ho raah hai ......... or awazzz ka win reinstall kerne k bad se.......... or color prb ram change ekrwane k bad se tha ... per ab wo farak ziada wazah ho raha hai ......
    ab ye itni sari prbs .... in ka hal ?????

  6. #6
    jaankaash's Avatar
    jaankaash is offline Senior Member+
    Last Online
    26th May 2022 @ 10:24 AM
    Join Date
    18 Nov 2005
    Location
    Karachi
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    2,139
    Threads
    117
    Credits
    1,384
    Thanked
    5

    Default

    kia app ka MONITOR new hai k used ager used hai tu uss k power board mein problem ki waja se aawaz aati hoo........iss ka windows ko again install karni se koi link nahi hai.,...............color saaf nahi.......app display setting mein ja ker color k bits ko increase kar doo.......app ki windows ki kuch files lost hai........RAM mein ager problem ho tu display nahi aata .....per PC hang zaroor hota hai ager RAM ki memory kam ho tu..........
    Email address + MFA web link not allowed...ITD Team

  7. #7
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    Desktop par right-click karain aur phir properties main jakar
    screen resolution ko kum (decrease) kar dain aur saath saath Screen Refresh rate to bhi tabdeel kar kay dakihian 60hz, 75 hz, 80hz waghaira. Kisi aik setting par aap ki screen bhi adjust ho jayegi aur monitor main say awaz bhi naheen ayegi.

  8. #8
    sana is offline Senior Member+
    Last Online
    8th August 2006 @ 05:00 AM
    Join Date
    01 Jun 2006
    Posts
    59
    Threads
    5
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote jaankaash said:
    kia app ka MONITOR new hai k used ager used hai tu uss k power board mein problem ki waja se aawaz aati hoo........iss ka windows ko again install karni se koi link nahi hai.,...............color saaf nahi.......app display setting mein ja ker color k bits ko increase kar doo.......app ki windows ki kuch files lost hai........RAM mein ager problem ho tu display nahi aata .....per PC hang zaroor hota hai ager RAM ki memory kam ho tu..........
    bhai mera monitor new hai ya used ........ well mein issey 5 saal se use ker rahi hooon ....... or ram 126 mb hai ........display setting mein color scheme jo hai wo 256 colors hai or screen area 640 by 480 pixels hai ...... plz aap zara guide kijye kya ye sahi hai ?????

  9. #9
    sana is offline Senior Member+
    Last Online
    8th August 2006 @ 05:00 AM
    Join Date
    01 Jun 2006
    Posts
    59
    Threads
    5
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Question

    Quote sheeda_pastol said:
    Desktop par right-click karain aur phir properties main jakar
    screen resolution ko kum (decrease) kar dain aur saath saath Screen Refresh rate to bhi tabdeel kar kay dakihian 60hz, 75 hz, 80hz waghaira. Kisi aik setting par aap ki screen bhi adjust ho jayegi aur monitor main say awaz bhi naheen ayegi.
    bhai aap jo bol rahe ho ...... right click kerne se display properties mein ja ker aisa koi option nahi dikha ...... per aik baat aap se poochni hai ....screen saver tab mein monitor k area mein setting tab per click kerne se jo window ati hai .... us mein ......turn off monitor ... "after 15 min" ... or turn off harddisk ... "after an hour hai "............ ye prb is ki waja se hai kya ?????? ......or color setting kabhi ziada kharab hoti hai kabhi normal rehti hai or kabhi thori si ..... brother im waiting for ur reply ..........

  10. #10
    sana is offline Senior Member+
    Last Online
    8th August 2006 @ 05:00 AM
    Join Date
    01 Jun 2006
    Posts
    59
    Threads
    5
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    or windows98 installed hai ....

  11. #11
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    sana sis

    Windows 98 kay liay yeh settings hain.

    Desktop par kisi bhi khali jagah par right click karain aur phir properties, settings aur phir color
    color main aap mukhtalif settings tabdeel karain, koshish karain kay kum say kum colors hoon. aur phir ok kardain.

    is kay baad phir say Desktop par kisi bhi khali jagah par right click karain aur phir properties, settings, Advanced aur phir Adapter par click karain. Wahan par aap ko Refresh Rate nazar ayega. us ko 60hz ya 75 hz ya mukhatlif settings par check karain.

    Color aur refresh rate ki kisi bhi combination par aap ka monitor na sirf awaz dena bund karde ga balkay picture bhi wazeh aur bright ho jaye gi.

  12. #12
    sana is offline Senior Member+
    Last Online
    8th August 2006 @ 05:00 AM
    Join Date
    01 Jun 2006
    Posts
    59
    Threads
    5
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote sheeda_pastol said:
    sana sis

    Windows 98 kay liay yeh settings hain.

    Desktop par kisi bhi khali jagah par right click karain aur phir properties, settings aur phir color
    color main aap mukhtalif settings tabdeel karain, koshish karain kay kum say kum colors hoon. aur phir ok kardain.

    is kay baad phir say Desktop par kisi bhi khali jagah par right click karain aur phir properties, settings, Advanced aur phir Adapter par click karain. Wahan par aap ko Refresh Rate nazar ayega. us ko 60hz ya 75 hz ya mukhatlif settings par check karain.

    Color aur refresh rate ki kisi bhi combination par aap ka monitor na sirf awaz dena bund karde ga balkay picture bhi wazeh aur bright ho jaye gi.
    thnx brother!!!!
    aap ne jab kal bataya tha tub hi meine settings change ekr k dekh liya tha .... per yaahn mention kerna bhool gai kyunk yaahn se jane k bad kya ..... or ab na to awaz aa rahi hai or na hi colors khaarb hein ............thnk u sooooo much for ur help!!!!!
    per abhi bhi aik prb joo ka tooo hai ... wo hai error ka ....pc sirf aik hr ya 1.5 hr tuk chalta hai thn error aa jaat hai faatl exception k restart kero.....
    VXD ker k error hota hai ..... kindly help me out for this.... k kis waja se hai ye .....
    n agn thnx for ur help...

Page 1 of 2 12 LastLast

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •