Page 4 of 5 FirstFirst 12345 LastLast
Results 37 to 48 of 58

Thread: ~*~Poetry~*~Ghar~*~

  1. #37
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default ~*~Ghazal-No/31~*~

    Mere Wajood Ki Mujh Mein Talash Chor Gaya

    Jo Pori Na Ho Kabhi Aisi Aaas Chor Gaya

    Yehi Karam Nawazi Us Ki Mujh Pe Kam Hai Kia

    Ke Khud To Door Hai Yadein To Pas Chor Gaya

    Jo Khawhishen Thi Kabhi Hasraton Mein Dhal Gayi

    Ab Mere Laboon Pe Wo Eik Lafz Kash Chor Gaya

    Ye Mera Zarf Hai Ik Roz Us Ne Mujh Se Kaha

    Ke Aam Logon Mein Eik Tujh Ko Khas Chor Gaya

    Baharon Se Mujhy Isi Liye To Nafrat Hai"K@mi"

    Inhi Raton Mein Mujhe Wo Udass Chor Gaya. . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  2. #38
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default ~*~Ghazal-No/32~*~

    Sunsaan Hein Raaste Sooni Hein Teri Rahein

    Kab Se Lagi Hoi Hein In Per Meri Nigahein

    Woh Sharma Kar Haseen Palkein Jhuka Lena

    Woh Zere Lub Zara Sa Muskara Dena

    Meri Jaan Na Lay Lein Kahein Teri Adaein

    Abhi Tu Kehte Ho Hamein Mehfel Se Apni Uth Jane Ko

    Magar Yaad Aein Gi Ik Roz Tumhein Meri Wafaein

    Yeh Berukhi Yeh Teri Laaparwahi Ka Aalam

    Mujhay Manzoor Dilbardashta Na Kar Paein Gi Mujhay Yeh Teri Jafaein

    Tumhein Yeh Zid Ke Na Rakho Gey Rah O Rasam

    Mujh Se Mera Yeh Emaan Hai K Rang Laein Gi Akhir Meri Duaein. . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  3. #39
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default ~*~Ghazal-No/33~*~

    Halat Hon Sazgar To Kuch Likhon

    Gulshan Me Ho Bahar To Kuch Likhon

    Ham Ne To Apna Dil Un Ko De Dia Hai

    Un K Dil Pe Ho Ikhtayar To Kuch Likhon

    Dil Un K Bina Kahen Lagta Hi Nahi

    Wo Bi Hon Mere Liye Beqarar To Kuch Likhon

    Dil Main Sama Gai Hai Chahat Un Ki

    Un Ko Bi Ho Hum Sa Piyaar To Kuch Likhon. . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  4. #40
    M-Qasim's Avatar
    M-Qasim is offline Advance Member+
    Last Online
    7th September 2022 @ 07:41 PM
    Join Date
    22 Mar 2009
    Gender
    Male
    Posts
    33,351
    Threads
    915
    Credits
    1,718
    Thanked
    3391

    Default

    Nice Collection
    keep it Up

  5. #41
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default ~*~Ghazal-No/34~*~

    %Meri Aawargi%

    Chamankte Chand Ko Toota Hua Tara Bana Dala

    Meri Aawargi Ne
    Mujh Ko Aawara Bana Dala

    Bara Dilkash Bara Rangeen Hai Ye Shaher

    Kahte Hain Yahan Par Hain Hazaron Ghar

    Gharo Mein Log Rahte Hain

    Mujhe Is Shaher Mein Galio Ka Banjara Bana Dala

    Mai Is Duniya Ko Aksar Dekh Kar Hairan Hota Hoon

    Na Mujh Se Ban Saka Chota Sa Ghar

    Din Raat Rota Hoon

    Khudaya Tu Ne Kaise Ye Jahan Sara Bana Dala

    Mere Malik Mera Dil Kyun Trapta Hai Sulagta Hai

    Teri Merzi Teri Merzi Par Kis ka Zor Chalta Hai

    Kisi Ko Gul Kisi Ko Tu Ne Angara Bana Dala

    Yahi Aaghaz Tha Mera Yahi Anjaam Hona Tha

    Mujhe Barbad Hona Tha Mujhe Naqam Hona Tha

    Mujhe Taqdeer Ne Taqdeer Ka Mara Bana Dala. . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  6. #42
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default ~*~Ghazal-No/35~*~

    %Meri Shiddat%

    Kun Kehta Hai Woh Merey Bagair Tanha Hoga

    Woh Ek Chirag Hai Kahi Aur Jalta Hoga

    Yeh To Hum Hain Ek Saakin Si Jheel

    Woh To Behekta Huwa Ek Dariya Hoga

    Woh To Rehta Hai Mohabbaton Ke Desh Mein

    Usse Kya Khabar Koi Usko Sochta Hoga

    Woh Mere Dard Se Be-Khabar Nahi Tha Magar

    Usse Dukh Batanay Ka Na Saleeqa Hoga

    Itna Naadan Nahi K Samajh Bhi Na Sake

    Usi Ka Tazkara Meri Har Ghazal Mei Huwa Hoga

    Banaya Gaya Tha Hume Khaloos Ki Mitti Se Hume

    Khabar Na Thi Woh Bad- Gumaan Hoga

    Maine Usse Chaha Tu Chahata Hi Gaya

    Meri Shiddato Se Ghabra Kar Woh Chal Diya Hoga. . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  7. #43
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default ~*~Ghazal-No/36~*~

    %Mohabbat Ab Tijarat%

    Mohabbat Ab Tijarat Ban Gai Hai

    Tijarat Ab Mohabbat Ban Gai Hai

    Kisi Se Khelna Phir Chor Dena

    Khilaono Ki Tarha Dil Tor Dena

    Haseeno Ki Ye Adat Ban Gai Hai

    Kabhi Tha Naam Iska Bewafai Magar

    Ab Aaj Kal Behayai Sharifon Ki Sharafat Ban Gai Hai

    Kisi Mandir Ki Moorat Thi Kabhi Ye

    Bari Khoobsurat Thi Kabhi Ye Magar

    Kya Iski Soorat Ban Gai Hai

    Mohabbat Ab Tijarat Ban Gai Hai

    Tijarat Ab Mohabbat Ban Gai Hai. . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  8. #44
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default ~*~Ghazal-No/37~*~

    Kisi Ranjish Ko Hawa Do K Main Zinda Hoon Abhi

    Mujhko Ehsas Dila Do K Main Zinda Hoon Abhi

    Mere Rukne Se Meri Sanse Bhi Ruk Jaingi

    Faslay Or Barha Do
    K Main Zinda Hoon Abhi

    Zehar Peene Ki To Adat Hai Zamane Walo

    Ab Koi Or Dawa Do
    K Main Zinda Hoon Abhi

    Chalti Raho Main Yuhi Ap Lagi Hain Ankhain

    Bheer Logo Ki Hata Do K Main Zinda Hoon Abhi

    Kisi Ranjish Ko Hawa Do K Main Zinda Hoon Abhi

    Mujhko Ehsas Dila Do K Main Zinda Hoon Abhi. . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  9. #45
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default ~*~Ghazal-No/38~*~

    Dil Ki Choto Ne Kabhi Chain Se Rehnay Na Diya

    Jab Chali Sard Hawa Maine Tujhe Yaad Kiya

    Iska Rona Nahi Kyun Tumne Kiya Dil Barbad Iska

    Gham Hai Ke Bohat Der Me Barbad Kiya

    Hum Ko Kis kay Gham Ne Mara Ye Kahani Phir Sahi

    Kisne Tora Dil Humara Ye Kahani Phir Sahi

    Dil Ke Lutne Ka Sabab Poochho Na Sab Ke Samne

    Naam Aye ga Tumhara Ye Kahani Phir Sahi

    Nafraton Ke Teer Kha Kar Doston Ke Shehar Me

    Humne Kis Kis Ko Pukara Ye Kahani Phir Sahi

    Kiya Batayen Pyar Ki Baazi Wafa Ki Rah May

    Koun Jeeta Koun Hara Ye Kahani Phir Sahi

    Hum Ko Kiskay Gham Ne Mara Ye Kahani Phir Sahi

    Kisne Tora Dil Humara Ye Kahani Phir Sahi. . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  10. #46
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default ~*~Ghazal-No/39~*~

    Teri Ankhon Say Giray Ansoon Jo Is Tarah

    Meri Hasratoon Kay Saray Arman Badal Gay

    Teri Ankhon Main Jab Say Udasi Ko Dekha

    Mere Dagh dar Dil Kay Saray Jahan Badal Gay

    Tujh Ko Kabhi Maine Khushi Main Jo Dakha

    Maray Sanam Meri Ankhon Say Niklay Ansoo

    Jo Motioon Main Badal Gay
    Jab Say Chor Kar Chala Gya Tu

    Meray Mahboob Teray Saath Guzray Lamhay

    Jo Matam Main Badal Gay

    Tu Bhi To Meri Halat Par Kuch Raham Kha A Dil

    Us Kay Chlay Janay Say Tum Bhi Raza Apni Badal Gay

    Kaisay Samjhaon Is Gunahagar Dil Ko "Kami"

    Jitnay Thay Dakhay Khowab Armanoo Main Badal Gay. . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  11. #47
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default ~*~Ghazal-No/40~*~

    Wafa K Qaid Khanon Main Sazaien Kab Badalti Hain

    Badalta Dil Ka Mousam Hai Hawaien Kab Badalti Hain

    Libada Ourh Kar Ghum Ka Nikal Jaty Hain Sehra Ko

    Jawaab Aaye K Na Aaye Sadaaien Kab Badalti Hain

    Saron Pe Dhoop Hai Ghum Ki Dilon Main Weshatein
    Kitni

    Hamary Dil K Sehra Ki Fizaaien Kab Badalti Hain

    Meri Sari Duaaien Tumhi Say Mansoob Hai Sajan

    Muhabbat Ho Agar Sachi Duaaien Kab Badalti Hain

    Koi Pa Kar Nibhata Hai Koi Kho Kar Nibhata Hai

    Naye Andaaz Hote Hain Wafaein Kab Badalti Hain

    Gunahon Ko Hamara Ek Maalik Hi Bakhsta Hai

    Ata Usko Purani Hai Khataein Kab Badalti Hain. . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  12. #48
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default

    Quote M-Qasim said: View Post
    Nice Collection
    keep it Up
    G pasand karne ka shukriya
    Free Urdu Poetry Service

Page 4 of 5 FirstFirst 12345 LastLast

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •