Page 5 of 5 FirstFirst ... 2345
Results 49 to 58 of 58

Thread: ~*~Poetry~*~Ghar~*~

  1. #49
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default ~*~Ghazal-No/41~*~

    Kabhi Nazrain Milane Main Zamane Beet Jate Hain

    Kabhi Nazrain Churane Main Zamane Beet Jate Hain

    Kisi Ne Ankh Bhi Kholi To Sone Ki Nagri Main

    Kisi Ko Ghar Banane Main Zamane Beet Jate Hain

    Kabhi Kali Siyah Ratain Ek Pal Ki Lagti Hain

    Kabhi Ek Pal Bitane Main Zamane Beet Jate Hain

    Kabhi Khola Ghar Ka Darwaza To Samne Thi Manzil

    Kabhi Manzil K Aane Main Zamane Beet Jate Hain

    Ek Pal Main Toot Jate Hain Umar Bhar K Rishte

    Woh Rishte Jo Banane Main Zamane Beet Jate Hain. . .

    %Pö€TrY~KIñG%
    Free Urdu Poetry Service

  2. #50
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default ~*~Ghazal-No/42~*~

    Labon Pe Phool Khilte Hain Kisi K Naam Se Pehle

    Dilon K Deep Jalte Hain Chirag-E- Shaam Se Pehle

    Kabhi Manzer Badalne Per Bhi Qisa Chal Nahein Pata

    Kahani Khatam Hoti Hai Kabhi Anjaam Se Pehle

    Yaha Taare Tumhare Aankh Ki Chilman Main Rehte The

    Yaha Soraj Nikalta Tha Tumhare Baam Se Pehle

    Dilon Ki Jagmagati Bastian Ta Raaj Kerti Hain

    Yehi Loog Jo Lagte Hain Nihayat Aam Se Pehle

    Hoi Hai Shaam Jangal Main Parinde Lout'te Hon Ge

    Ab un Ko Kis Tarha Rokain Nawa-E- Daam Se Pehle

    Ye Sare Rang Murda The Tumhari Shakal Bannane Tak

    Ye Sare Harf Muhmil The Tumhare Naam Se Pehle

    Howa Hai Wo Ager Munsaf To Kamran Eihtiyatan Hum

    Saza Tasleem Kerte Hain Kisi Ilzaam Se Pehle. . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  3. #51
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default ~*~Ghazal-No/43~*~

    Jab Badlon Ki Gehrai Mai Dekha To Chehra Tera Tha

    Jab Zindagi Ki Sachai Mai Dekha To Chehra Tera Tha

    Gulshano Gulistan Mai Jab Mere Qadam Paray

    Har Phool Ki Ranai Mai Dekha To Chehra Tera Tha

    Apne Mile Bohat
    Aur Mil Kar Woh Phir Bichar Gaye

    Apno Ki Is Wafa Mai Dekha To Chehra Tera Tha

    Khoone Jigar Se Ki Hai Ye Dastan Maine Raqam

    Aur Aisi Roshnai Mai Dekha To Chehra Tera Tha.

    %Pö€TrY~KIñG%

  4. #52
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default ~*~Ghazal-No/44~*~

    Aaj K Daur Mai Ay Dost Ye Manzar Kyun Hai

    Zakham Her Sar Per Aur Her Ek Haath Mai Patthar Kyun Hai

    Jab Haqeeqat Hai K Her Zarre Mai Tuu Rehta Hai

    Phir Zameen Per Kahin Masjid To Kahin Mandir Kyun Hai

    Apna Anjaam To Maalum Hai Sab Ko

    Phir Bhi Apni Nazaron Mai Her Insaan Sikandar Kyun Hai

    Zindagi Jeene K Qaabil Hi Nahi Ab "Kami"

    Warna Her Aankh Mai Ashkon Ka Samandar Kyun Hai. . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  5. #53
    SHAH-G's Avatar
    SHAH-G is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd November 2012 @ 08:22 PM
    Join Date
    13 Mar 2011
    Location
    Lahore
    Gender
    Male
    Posts
    215
    Threads
    24
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default ~*~Ghazal-No/45~*~

    Abi Is Taraf Na Nigah Kar Main Ghazal Ki Palkien Sanwar Doon

    Mera Lafz Lafz Ho Aiena Tujy Aieny Main Utar Doon

    Main Tamam Din Ka Thaka Hoa Tu Tamam Shab Ka Jaga Hoa

    Zara Tehrr Ja Isi Morh Per Tere Sath Sham Guzar Doon

    Agar Asman Ki Numaishoon Main Mujhe Bhi Izn-E- Qayam Ho

    To Main Motioon Ki Dukaan Se Teri Baliyaan Tere Haar Loon

    Kahien Or Bant Day Shuhratien Kahien Or Bakhsh Day Izatien

    Mere Paas Hai Mera Aiena Main Kabhi Na Gard-O- Gubar Loon

    Kai Ajnabi Tere Rah Main Mere Pas Se Yoon Guzar Gaye

    Jinhien Dekh Kar Ye Tarap Hoi Tera Naam Le K Pukar Doon. . .

    %Pö€TrY~KIñG%

  6. #54
    Sajjad8799's Avatar
    Sajjad8799 is offline Senior Member+
    Last Online
    29th March 2017 @ 10:34 PM
    Join Date
    21 Oct 2012
    Location
    Dhanot lodhran
    Gender
    Male
    Posts
    1,356
    Threads
    53
    Credits
    92
    Thanked
    49

    Default

    Nice
    keep it up

  7. #55
    Samreen5221's Avatar
    Samreen5221 is offline Senior Member+
    Last Online
    19th February 2013 @ 10:20 PM
    Join Date
    07 Sep 2011
    Gender
    Female
    Posts
    136
    Threads
    7
    Credits
    940
    Thanked
    2

    Default

    Nyc

  8. #56
    rightorbit's Avatar
    rightorbit is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2018 @ 01:22 PM
    Join Date
    28 Jul 2009
    Age
    38
    Posts
    294
    Threads
    38
    Credits
    1,117
    Thanked
    8

    Default Poetry

    تیرا وجود روایتوں کے اعتکاف میں ہے
    میرا وجود تیرے " عین، شین ، قاف " میں ہے

  9. #57
    tayyab mst's Avatar
    tayyab mst is offline Senior Member+
    Last Online
    15th September 2014 @ 10:47 AM
    Join Date
    10 Oct 2013
    Location
    In hers heart
    Age
    30
    Gender
    Male
    Posts
    322
    Threads
    26
    Credits
    0
    Thanked
    14

    Default

    Wo Tera Tha Hi Kab?

  10. #58
    Join Date
    16 Aug 2009
    Location
    Makkah , Saudia
    Gender
    Male
    Posts
    29,912
    Threads
    482
    Credits
    148,899
    Thanked
    970

    Default

    Thanks for Sharing

Page 5 of 5 FirstFirst ... 2345

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •