Results 1 to 6 of 6

Thread: Haqyaat roomi

  1. #1
    jamil sulehri's Avatar
    jamil sulehri is offline Senior Member+
    Last Online
    17th September 2011 @ 11:59 AM
    Join Date
    11 Jun 2006
    Posts
    34
    Threads
    4
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Haqyaat roomi

    to all members ITDUNYA.com ,,,i am newcomer here ,,,speciallly like islamic section
    http://www.itdunya.com/attachment.ph...1&d=1151231848
    Name:  jj.gif
Views: 3172
Size:  49.0 KB
    image nhi a raha wht's missing

  2. #2
    gul's Avatar
    gul is offline Senior Member
    Last Online
    17th April 2019 @ 03:19 AM
    Join Date
    22 Nov 2005
    Posts
    1,407
    Threads
    48
    Credits
    532
    Thanked
    44

    Default

    Jamil bhaaee,,
    khush aamded,,
    aap ka tutorial bhout pasand aayya hay,,,

  3. #3
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Default

    Welcome to ITDUNYA and Islam Section here. Nice Sharing Brother. Iss hikayat main aik acha sabaq mojood hay, hamain iss ko samajhna chahiay. Laiken aik nabee k baray main jab koi baat kee jatee hay to yah soch laina chahiay k kaheen yah baat jhoot to nahee hay. Aap ki sharing main kisi book ka koi reference nahee hay iss liay yaqeen say nahee kaha jaa sakta k yah waqia sacha hay ya jhoota. Agar yah sirf sabaqq hasil karnay k liay sharing ki hay to phir kam say kam kisi nabee ka naam nahee hona chahiay thaa.
    Main umeed karta hoon k aap iss ko mind nahee karain gay. Balkay ainda reference k sath post karnay ki koshish karain gay.

    Wassalam,
    Aap ka mukhlis bhai,
    Muhammad Shakir
    edited

  4. #4
    jamil sulehri's Avatar
    jamil sulehri is offline Senior Member+
    Last Online
    17th September 2011 @ 11:59 AM
    Join Date
    11 Jun 2006
    Posts
    34
    Threads
    4
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Thx shakir bhi aap nay bilkul theek kaha ,,,,haan jee reference bhi zaroori hai
    book ka naam Haqyaat roomi hai aur Muossnif(liknay wala) ka naam AAGA ASHRIf ,,,,hai ,,,i like datz book ,,,,,, sharing with urs ,,,,if a some els wrong then??????????????????

  5. #5
    ABDULLAH.'s Avatar
    ABDULLAH. is offline VIP
    Last Online
    22nd December 2016 @ 06:40 PM
    Join Date
    26 Feb 2006
    Location
    HONG KONG
    Posts
    3,607
    Threads
    1451
    Credits
    1,186
    Thanked
    335

    Default

    Quote jamil sulehri said:
    Thx shakir bhi aap nay bilkul theek kaha ,,,,haan jee reference bhi zaroori hai
    book ka naam Haqyaat roomi hai aur Muossnif(liknay wala) ka naam AAGA ASHRIf ,,,,hai ,,,i like datz book ,,,,,, sharing with urs ,,,,if a some els wrong then??????????????????
    NICE SHARING





  6. #6
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Arrow

    Quote jamil sulehri said:
    Thx shakir bhi aap nay bilkul theek kaha ,,,,haan jee reference bhi zaroori hai
    book ka naam Haqyaat roomi hai aur Muossnif(liknay wala) ka naam AAGA ASHRIf ,,,,hai ,,,i like datz book ,,,,,, sharing with urs ,,,,if a some els wrong then??????????????????

    Aap samjhay nahee bhai! Maira kahnay ka maqsadd itna thaa, k kisi nabee k baray main jab koi baat kee jay to pata hona chahiay k yah baat kiss nay bataee.

    Maira khayal hay k kisi guzray hoay nabi ki baat to Rasoolullah Sallallaho Alaihe Wasallam k ilawa koi nahee bata sakta, kio k Rasoolullah Sallallaho Alaihe wasallam ko wahee hotee thee. Agar yah qissa unho nay bayan kia hay to yaqeenan kisi Hadees ki book main mojood hoga......

    Main nay jo reference ki baat ki hay to woh Hadees ka reference ki baat kee hay. Kio k hadees k baray main ASMA UR RIJAAL ki waja say hamm bata saktay hain k yah hadees Sahee hay ya Zaeef.

    Laiken hadees k ilawa baaqi kisi book k baray main nahee kaha jaa sakta k unn main bayan kee hoee riwayatain ya Anbia k qissay sahee hee hon gay....

    Lihaza agar kisi nabee k baray main koi baat karnee ho to phir Quran ya Sahee Hadees k mustanad hawalay k saath honee chahiay. Aur agar kisi walee ya buzurg ki koi baat ho to phir sirf itna daikh laina chahiay k unn buzurg ki baat Quran o Hadees kay mutabiq hay ya nahee. Agar mutabiq hay to zaroor share karain. Agar nahee to phir naa karain...

    It is a simple principle. Hikayat-e-Roomi hadees ki book nahee hay, aur naa hee Aagha Ashraf muhaddis hain. Lihaza yah hawala mustanad hawala nahee hay....

    Main apnay bhai say umeed karta hoon k mairee baat ko mind karnay k bijay, zaroor sochain gay k main koi ghalat baat nahee kah raha, sirf nadani main kisi nabee par jhoot say bachnay k liay aik usool bayan kar raha hoon..

    Allah ham sab ko deen ki samajh ata farmay. Aur aap par apnee bohat bohat rahmatain naazil farmay. Ameeen

Similar Threads

  1. Asim Roomi
    By asimroomi in forum Introduction
    Replies: 6
    Last Post: 26th February 2010, 07:39 PM
  2. Roomi Bahi
    By Roomi Bahi in forum Introduction
    Replies: 6
    Last Post: 22nd February 2010, 10:37 PM
  3. Woh Jaga Jahan Roomi Maghloob Howey/Quran ke Sadaqat
    By Mohammed Ishaq in forum Islam
    Replies: 5
    Last Post: 21st December 2009, 09:29 PM
  4. Maulaana Roomi ke Irshadaat
    By editorshahid in forum Islam
    Replies: 6
    Last Post: 3rd March 2007, 08:55 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •