Dear Friends
Kuch din pahlay meri galti ki waja say system main kuch virus agay thay jiski waja say akhir kar mujhay window he karni pari jis k bad pc normal speed say chalnay laga hai magar ab masla ye hai k main agar task manager k liay ctrl + alt + del karta hon to likha ata hai TASK MANAGER IS DISABLE BY YOUR ADMINISTRATOR
mainy antivirus aur Malwarebytes Anti-Malware dono he install kiay howay hain antivirus to kuch nahi pakarta magar anti Malwarebytes Anti-Malware har bar full scan karnay par 5 threads pakarta hai main usko remove b karta hon magar phir wohi...
na USB lagata hon aur na kuch aur.
Koi bata sakta hai ye kaisay theek hoga???

B_B